Meera ke Pad
Meera ke pad aur shir krishan ki bhakti ka anmol namuna:
Payo ji maine raam ratan dhan payo.
Bastu amolak di mayaro satguru, Kripa ko apanaayo.
Janam janam ki punji payee, Jag me sabhi khodawayo. Kharcho nahi koyee chor n lewai, Din din badat sawayo. SAt ki naav khewahiya satguru, Bhavasagar tar aayo. Meera ke prabhu girdhar nagar, Harakh harakh jas payo. Is pad men meera ji shrikrishan ke prati apni bhaki ko ujagar kar rahi hai aur kah rahi hai ki yadi mujhe mere prabhu mil jaye to mujhe is sansar ki sari vastu mil jayegei aur is bhakti ke samane sabhi prakar ke dhan bekar hai.

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें