Mahatma Gandhi Anmol Shubh Vichar
महात्मा गांधी के अनमोल शुभ विचार
Jo Samay Bachate Hain, We Dhan Bachate Hain Aur Bachaya Hua Dhan, Kamaye Hue Dhan Ke Barabar Hota Hai.
Subh Vichar in Hindi and English
कुछ ऐसा जीवन जियो जैसे कि तुम कल मरने वाले हो, कुछ ऐसा सीखो जिससे कि तुम हमेशा के जीने वाले हो।
Kuchh Aisa Jiwan Jiyo jaise ki tum kal marane wale ho, kuchh aisa sikho jaise ki tum hamesha ke liye jine wale ho.
भविष्य में क्या होगा, मै यह नहीं सोचना चाहता। मुझे वर्तमान की चिंता है। ईश्वर ने मुझे आने वाले क्षणों पर कोई नियंत्रण नहीं दिया है। - महात्मा गांधी
Bhavishya Men kay Hoga, Main Yah nahi sochata. Mujhe Vartman Ki chinta hai. Ishwar ne mujhe aane wale chhano par koi niyantran nahi diya.
Chartitra Ki Shudhdi Hi Gyan Ka Lakshya Honi Chahiye. - Mahatma Gandhi
Apane Aapko pane ka sabse sahi tarikaa yah hai ki apne aapko doosaron ki seva men laga de.
Kamjor Kabhi Maph Nahi Kar Sakta, Maaf Karne Ke Liye Bahut Takat ki Jaroorat Hai, Kamjor Log Maf nahi Kar Sakte.
A man is but the product of his thoughts what he thinks, he becomes.- Mahatma Gandhi
A small body of determined spirits fired by an unquenchable
faith in their mission can alter the course of
history.-Mahatma Gandhi
व्यक्ति अपने
विचारों से निर्मित एक प्राणी है, वह
जो सोचता है वही बन जाता है.- महात्मा गाँधी
महात्मा गांधी के अनमोल वचन
Apne prayojan men drid vishwas rakhane wala ek sokshm sharir itihas ke rookh ko badal sakta hai. - Mahatma Gandhi
Always aim at total agreement of thought and word and deed. Always aim at cleansing your thoughts and everything will be fine. - Mahatma Gandhi
Hamesha apne vichar, shabdo aur karm ke proon samanjasy ka lakshay rakhen. Hamesha apne vicharon ko shudhd karane ka lakshy rakhen aur sab kuchh thik ho jayega.
Hamesha Apne Vicharo, Shabdo aur Karm ke pron samanjsy ka lakshy rakhe. Hamesha Apne vicharon ko shudh karane ka lakshy rakhe aur sab kuchh Thik ho jayega. - Mahatma Gandhi
An eye for an eye will make the whole world blind. - Mahatma Gandhi
Khud wo badalav baniye jo duniya men aap dekhana chahate hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें