Karl Marx Quotes in Hindi
1.
Hare
kisi ko uski kshmata ke anusar, Har kisi ko uski jaroorat ke anusar. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)
Karl Marx ke vichar |
2. Itihas khud ko doharata hai,
Phale ek trasadi ki tarah, Dusare ek majak ki tarah. -(कार्ल
मार्क्स-Karl Marx)
3. Koee bhi jo itihas ki kuch
jankari rakhata hai wo ye janata hai ki mahan samajik badalav bina mahilaon ke
utthan ke asamabhav hai, Samajik pragati mahilaon ki samajik sthiti jismen buri
dikhane wali mahilaye bhi shamil hai ko dekhakar napi ja sakati hai. -(कार्ल
मार्क्स-Karl Marx)
4. Loktantr
samajwad ka rasta hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl
Marx)
5. Punji
mrit sharam hai jo pishach ki tarah kewal jivit shramiko ka khoon choos kar
jinda rahata hai aur jitana adhik ye jinda rahata hai utna hi adhik shramiko ko
choosata hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें