Socrates ke mahan vichar
Socrates ke suvichar |
1. Har vyakti ki atma amar hoti hai lekin
jo vyakti nek hote hain unki aatma amar aur divya hoti hai. -(सुकरात- Socrates)
2. Janha tak mera swal hai, Mai bas itna janata hoon ki mai
kuchh nahi janata. . -(सुकरात- Socrates)
3. Shadi ya brahmchary aadami chahe jo bhi rasta chun le, Use
baad men pachhatana hi padata hai. . -(सुकरात- Socrates)
4. Mitrata karane men dhime rahiye, Par jab kar lijiye to use
majbooti se nibhaiye aur us par sthir rahiye. . -(सुकरात- Socrates)
5. Mrityu sambavat manviya vardano
men sabse mahan hai. . -(सुकरात- Socrates)
6. Chahe jo ho jaye shadi kijiye, Agar achchhi patni mili to
aapki jindagi khushhal rahegi agar buri patni milegi to aap darshanik ban
jayenge. . -(सुकरात- Socrates)
7. Ek emandar aadami hamesha ek bachcha hota hai. -(सुकरात- Socrates)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें