Bhakti suvichar apke liye:
The hardest tests in life are the broad mindedness to wait for the right moment.
The most expensive of all abilities is that of never using two words when one will do. By Thomas Jefferson
Aaj k suvichar...Foolon ki khushaboo kewal hava ke rookh se failati hai lekin ek achchhi soch aur kadi mehanat karane wale vyadkti ka gungaan har taraph hoti hai.
Yog men aroodh hone ki ichchha wale manna shil purush ke liye yog ki prapti men nishkam bhaav se karm karana hi hetu kaha jata hai Aur yogaroodh ho jane par us yoga roodh purush ka jo sarvasankalpon ka abhav hai, wahi kalyan men hetu kaha jata hai. Yah siksh sri krishan bhagwan ne Arun ko kaha tha.
1. When God is you cause to live, you will never have a
cause to quit.
2. Shreem Hreem Kleem Gloum Gum Ganapataye Vara Varada
Sarvajaname Vasamanaya Swaha
3. Jis kaal men na
to indriyon ke bhogon men aur na karmo men hi aasakt hota hai, Us kaal men
sarvsankalpo ka tyagi prush ygaaroodh kaha jata ha.
4. Apne dwara apna sansar samundr se udhdwar kare aur
apne ko adhogati men n dale banduratmatamantasy yena tmaivtamana jita.
5. Jis jiwatma
dwara man aur indriyon sahit shari jita hua hai, Us jiwatma ka to wah aap hi
mitr hai aur jiske dwara man tatha indriyon sahit sharir nahi jita gaya hai,
Uske liye wah aap hi shatru ke sahridash shatruta men batatara hai.
Sardi garami aur sukha dukh aadi men tatha maan aur aapmaan
men jisake aanatkaran ki vritiya bhalibhanti shaant hain, Aise swadhin
aatmaswale purush ke gyaan men sachichidanandghan paramatma samyak prakar se
sthit hai athart uske gyaan men paramtam ke siwa any kuchh hai hi nahi. –Shri Krishan
Bhagwana
Jiska aan karan gyan vigyan se tript hai, jisaki sthiti
vikar rahit hai, Wah yogi yukt athart bhagwatprapt hai, Aise kaha jata hai. –Shri
Krishan Bhagwana
Suhrid swarth rahit sabka hit karane wali mitr bairi udasin
madhyasth dweshy aur bandhuganon men dharmaton men aur paapiyon men bhi saaman
bhaav rakhane wala atyant shresh hai. –Shri Krishan Bhagwana
Every of us are
loved by God as if there were only one of us. By St. Augustine
Devudu ante saym..
oka china chepa sayam chesthe devudu anaru oka paandi saym chesthe varaha
murthy anaru, mahavishunu avatharam anaru.. ratha rasindhi devudu durinchi kadu
saym gurinchi.
Bhagwat Gita ke shlok apke liye hindi men:
Shuchau deshe pratishthapy sthiramansanmantan.
Naatyuchchhit naatinich chailajinkushottaram.
Bhawav arth: Is Shlok men Shri krishan bhagwan ji ne kaha hai ki Shudhd
bhoomi men jiske upar kramash kusha, mrigachhala aur vastr bichhe hain, Jo n
bahut ucha hai aur n bahut nicha, Aise apne aasan ko sthir sthapan karna
chahiye.
Tataigr man kritwa yachittenidraykrya.
Upvishyasane yunnyadyogmatmvishuddy.
Bavarth:
Is shlok men shri krishan bhagwan ne kaha hai ki Us aasan par baithakar chitt
aur indriyon ki kriyaon ko vash men rakhate huye man ko ekagr karke ant karan
ki shudhdi ki liye yog ka abhyas kare.
Bhagwat Gita ke shlok apke liye hindi men:
1. Dharmkshetre kurukshetre samveta yuyutsav.
Maamaka paandwashchaiv kimkurvat sanjay.
Is shlok men Dhritrastr ne Sanjay se kaha hai ki Dharmbhumi kurukshetr men ektrit, Yudhd ki ichchha waale mere aur paandu ke putron ne kya kiya?
2. Dristva tu paandwanik vyudn duyodanstada.
Aachaarymusangmay raaja vachanmbrvit.
Is shlok men Sanjay ne bola hai ki us samay raja durodan ne vyuharchanayukt paandvo ki sena ko dekha aur dronachary ke paas jaakar ya vacha kaha.
The supreme qualities
of Godhead said to the Brahmana; I am fully under the control of my devotees. Indeed,
I am not at all self-determining. Because my devotees are fully devoid of
material desires, I sit only within the cores of their hearts. What to talk of my
devotee, even those who are devotees of my devotee are very beloved to me.
God is a certain paymaster, He may not disburse at the end
of every weak or month or year, but remember he disburses in the end. So keep belief
in God…
Someone said to God: I want calm God replied: Removed I that
is ego; Removed want that is wish; and calm will be automatically there.
Pure foods bring a clean mind and clean mind helps in steady
Memory of God.
Jyaaysi
chetkaranste mata budhdijarnadan.
Tatki
karmni ghore maan niyojayasi keshav.
Is shlok men Arjun ne shri krishan bhagwan se kaha hai ki He janardan
Yadi apko karm ki apeksha gyaan shreshth maany hai to phir he keshav mujhe
bhayankar karm men kyon lagate hain?
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!