Hindi and English Chankya Suvichar
1. Apane Karm Par Vishwas Karon Rashiyon Par Nahi Kyonki.....
Ram-Ravan, Krishan-Kans, Gandhi-Godse, Abama-Osama Inki Rashiyan Ek Hai Par Karm Alag-Alag Hai.
2. Books are as very useful to stupid Person as a mirror is useful to a Blind Man.
3. Jis Manushy men Sway ka viveka, Chetana Evam Bodh nahin Hai,
Uske Liye Shastr Kya kar Sakata hai. Ankhon Se hin Athart Andhe Manushy Ke liye
Darpan Kya kar Sakata hai.
4. Jismen Saty ko Saty evm Asaty ko Asaty Kahane ka Sahas ho, Jo Chatukarita Men nahi Balki Rajyhit men Vishwas Rakhata ho, Jo Maan Apmaan men pare ho, Jise dhan ka Lobh n Ho, Jo kanchan Va Kamini Se Aprabhavit Rahe Usi Vyakti ko Raja Ko Apna mantra athwa apna guru Nyukt Karana chahiye.
5. Kisi ke dil Ko thes pahuchakar
Maphi Mangana bahut hi aasan hai, Lekin chot Khakar Kisi ko Maaph Karana Bahut
hi Mushkil Hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!