Suvichar in Hindi
1. Log Kahate Hain Dukh Bura Hota Hai, Jab Ata Hai Roolata Hain, Magar Ham Kahate Hain Dukh Achchha Hota Hai Jab Bhi Ata Hai Kuchh N Kuchh Sikha Deta Hai.
2. Maut Rishwat Nahi Leti Kyonki Kafan Men Jeb Nahi Hota.
3. Yah sach hai ki adate badalan aasan nahi hai, Lekin Jo adapt
n Badal sake wah insaan nahi hai.,
Bahut bada sach hai yah ki ek bar men ek aadat ko sudhar kar
uska pura labh jiwan men apnakar hi age bada jaye.
4. Aap Sachmuch khush rahana chahate hai to aaj hi apni
ichchhao, rishton, karmo aur beyeemaniyon ke lie ek sima nidharit kar lijiye.
5. Jindagi kisi ke liye nahi Rookati, Bas Jine ki wajh badal jati
hai.
6. Agar aap chahate ho ki Sab aap ki Eejat kare to Pahale aap
Dusaron ke eejat dena sikhen.
7. Mehant kahati hai aap mujhe kisi bhi roop men karke dekho,
Main apko Usi roop men Majil Dila dungi Prantu Mere Sahayogi Dhairy Ko lena
Nahi bhoolana kyonki Uske Bina Main
Adhuri Hoon.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!