सुविचार इन हिंदी
दोस्तों आज हम लेकर आये है कुछ Preranadayak Suvcihar जिनको पढ़कर आप जरूर प्रेरित होंगे और यदि आप इसे दुसरों को Share करते हैं तो वे भी प्रेरित होंगे। यदि आप इनको पढ़ते हैं और Follow करते हैं तो हम आप से वादा करते हैं कि आप जरूर प्रेरित होंगे।
दोस्तों Suvichar4u.com पर हम बहुत ही अच्छे अच्छे सुविचार पोस्ट करते रहते हैं जो हिंदी और इंग्लिश दोनों ही भाषा में होता है। इसके अतिरिक्त हम इस वेबसाइट पर बहुत उपयोगी जानकारी भी समय-समय पर शेयर करते हैं ताकि आपको कुछ नया सीखने को मिले।
चलिये दोस्तों यहां पर दी गई Suvichar in Hindi को पढ़ते हैं और खुद को और दूसरों को Motivate करते हैं।
Suvichar and Anmol Vachan in Hindi
Vishwas अपने Aap पर करते हो तो
Saphalta भी अपने Aap को ही मिलेगी
Aap Apna Lakshy Tab Tak Nahi Pa Sake JabTak Aap Apna Aaram Ka Star nahi Chhod Sakte.
Agar hum Jindagi Men Kamjor Banke Rahenge To Kathniya Sabse Pahale Hamare Upar Hi Aakraman Karenge.
Aie Dost Kisne Tujhe Kah Diya Ki Hatho ki Lakiron Par Jiwan Tika Hota hai, ja Pooch Us Vyakti Se Kya Jiske Haath Nahi Hote O Kya Jivit Nahi Rahata.
Yadi Ham Desh ko Ek Ghanta Prati Din Nahi De Sakate To Kya Hamen Desh Bhakt Kahalane ka Adhikar Hai.
Murkhon Se Tariph Sanane Se Achchha Budhdiman se Dant Sunana.
Paison Ko Apne Jeb Me Rakhon, Dimag Men Nahi!
Bura dost koyale ki tarah hota hai, Jab koyala garam hota hai To hath jalata hai Aur jab Thanda hota hai To hath kala kar deta hai. Atah Aise Logo se Dosti Na Kare Jo Sirf Apne Phayade Ke liye dosti Karate hai.
Yadi Aap Gusail aur Ahankari Hain To Apko Dushmanon ki Koyee Jaroorat Nahi Hai, Apko Barbad Karane Ke liye Ye Do Gun Hi Kaphi Hai. Isliye In dono Guno Ka Jald Se Jald tyag Kijiye Tabhi Aap Jiwan Men Saphalata Pa Sakate Hai.
Sirf Aasman Chhoo Lena Hi Kamyabi Nahi Hai,
Asali Kamyabi To Wo Hai Ki Aasman Bhi Chhoo Lo Aur Panv Bhi Jamin Par Ho.
Karm bhoomi par fal ke liye shram sabko karana padata hai.
Rab sirf lakiren deta hai, rang gamko bharana padata hai.
Jab tak tumhare paas kuchh kathaniy n ho,
tab tak kisi bhi prakar se kisi se bhi kuch n kaho.
Aap aaj jo karenge vah mahatvaprun hai,
kyonki isamen aap apne jivan ka ek din laga rahe hai.
Kshama, sahanubhooti haach premacha pran aahe.
Swasthy Parisharm Men hai Sharm ke Atirikt Waha tak pahuchane ka koyee doosara rajmarg Nahi hai.
Jab aap apne mitron ka chayan karate hain to charitr ke sthan par vyaktitv ko n chunen.
Jis kaam ko karane men dar lagata hai usko karane ka naam hi sahas hai.
Athikaron aur kartvyon ka bod sath sath hone par anushasit bane rahane ka bhav utapann hota hai.
Nisrgala rang hawa asto phulala gandh hava asto manus ha ekta kasa rahanaar karan tyalahi premacha chhand hawa asto.
Chahe sookhi roti kyon n ho, apne shram se arjit bhojan se madhur aur kuchh nahi hota.
Friends, today we have brought some inspirational quotes which you will surely be inspired by reading and if you share this with others, they will also be inspired. If you read and follow them, then we promise you that you will definitely be inspired.
Friends, on Suvichar4u.com, we keep posting very good Suvichar which are in Hindi and English languages. Apart from this, we also share very useful information from time to time on this website so that you will get to learn something new.
Let friends read these thoughts given here and Motivate yourself and others.
Suvichar in Hindi
1. Samay Aur Samajh Dono ek saath khushkismat logo ko hi milate hai, Kyonki Akshar samy par samajh nai aati aur samajh aane par samay nikal jata hai.
2. Jindagi ki Uljhane Hamari Shararato ko Kam Kar Deti hai, Aur Log samajhate hai ki Ham Samajhadar ho gaye hai.
3. Pani Se bhar badal aur phool phal se lade vriksh hamesha niche ki taraph jhuke rahate hain, sajjan purush bhi inhi ki banti dhan aur gyan ki prapti ke baad binarm rahate hain.
3. Binarmata sajjan purushon ka aabhusan hai.
4. Yadi aap men aatmvishwas nahi hai to aap hamesha na jitane ka bahana khoj lenge.
5. Doosaron ko dukhi dekhakar tumhe bhi dukh hota hai to samajh lo bhagwan ne tumhe insaan banakar koyee talati nahi ki..
6. Apne ko parishthiti ka Gulam kabhi na samjho Tum swayn apne bhagy ke vidhata ho. Parishtiiyon ko anukul banana hi purusharth hai.
7. Pyar kabhi nishphal nahi hhota, Charitr kabhi nahi harata aur dhiry v dridhata se sapne awashy sach ho jate hain.
8. Jindagi Waise nahi Jaisi aap Iske Liye kamana karate hain, Yah to waisi ban jati hai, Jaisa aap ise banate hain. Jiwan ki un simaon ko chhod kar, Koyee aur simayen nahin hai, Jinhe aap kudh tay karate hain.
9. Kisi ka saral Swabhav Uski kamjori nahi hoti hai, Sansar men pani saral kuchh bhi nahi hota hai, Kintu uska tej badi se badi chattan ke tukade tukade deta hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!