Suvichar in Hindi
Ek patthar sirf ek baar mandir jata hai aur bhagawaan ban jata hai ham insaan har roj mandir jaate hai par bhagwan to door insaan bhi nahi ban paate hain.
Saty wah daulat hai jise pahale kharch karo aur jindagi bhar aanand pao. Jhoot wah karj hai jisase kshanik sukh pao par jindagi bhar chukate raho.
Har samay Ldane ko tayar na
rahen. Magar joojhana shuru kiya to phir pichhe na hatana. chankya ne kaha tha
tumhara krodh bhi nirathak nahi jana chahiye. Koyee na koyee parinam samane
anana chahiye. Jiwan main Har samay sajag, Sawadhan rahana chahiye.
Achal raha jo apne path par laakh
musibat ane men.
Mili saphalata jag main usko jine
men mar jane men.
Bada himalay bata raha he daro na
adhi pani se,
Khade raho apne path par sab
kathinayee tuphano men.
Kamanao ke avesh ko rok lo age
bad jaoge,
Prem ko prem men badal lo to age
bad jaoge.
Abhiman ko vinamrata se jit lo
unnti ho jayegi.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!