1. Yade Aur Kafan Wade Men Sirf Fark Hai Itana Yaden Hamen Tod Deti Hai Aur Wade Ham Tod Dete Hai.
2. Vani Men Suyee Bhale Hi Rakho, Par Usamen Dhaga Dalakar Rakho, Taki Syuee Kewal Chhed Hi N Kare, Apas Men Mala Ki Tarah Jodakar Bhi Rakhe....
3. Prasan Rahane Ke do Hi Upay Hain: Avashayakatayen Kam Karen
Aur Parishthitiyon Se Taal men Bithayen.
4. Kisi Bhi Manushy ki Bartmaan Sthiti Dekhakar Uske Bhavishy
Ka uphas mat Udaon Kyonki Kaal men itani Shakti hai Ki Woe k Sadharan Se koyale
ko Dhire dhire Hire Men Badal Deta Hai.
5. Karib Itana Raho ki Rishton men Pyar rahen Door bhi itna
raho ki aane ka intajar rahe, Rakhon Ummid Rishton ke darmayan itani ki Toot
Jayen Ummid magar Rishten Barkarar Rahen.
6. Ishrya Ya Ghrina Ke Vichar Man Men Pravesh Hote hi Khushi
Gayab Ho Jati Hai, Prem V Shubh Bhavanayukt Vicharon Se Udasi Door Ho Jati Hai.
Suvichar4u-More Pages |
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Next |
Lord Krishna | Lord Buddha | Swami Vivekanand | Chanakya |
Friends | Sai Baba | Aristotle | APJ Abdul Kalam |
Hindi suvichar | Bhakti | Success | Amrit Vani |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें