Bhagawat Gita shlok aur uske arth:
1. N
karmnamanrambhanneshkmary purushoasnute.
N ch
Sannysanadev sidhdi samdhigachchhati.
Bhavarth: Manushy n to karmo ka arambh
kiye bina nishkarmata (Jis avastha ko prapt huye prush ke karm akarm ho jate
hain athart phal utapnn nahi kar sakate, us avastha ka naam nishkarata hai.) Ko
yani yoganishta ko prapt hota hai aur n karmo ke keval tyagmatr se sidhdi
yanisankhyanishtha ko hi prapt hota hai.
2. N hi
kashchitkshanmapi jatu tishthatykarmakrit.
Kaaryte
hyavash karm sarv prakritijaigrunai.
Bhavarth: Ni sandheh koyee bhi manushy
kisi bhi kaal men kshanmatr bhi bina karm kiye nahi rahata kyonki sara manushy
samuday prakriti janit guno dwara paravash hua karm karane ke liye badhy kiya
jata hai.
Suvichar4u-More Pages |
1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 Next |
Lord Krishna | Lord Buddha | Swami Vivekanand | Chanakya |
Friends | Sai Baba | Aristotle | APJ Abdul Kalam |
Hindi suvichar | Bhakti | Success | Amrit Vani |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!