aanav ke andar jo kuchh
sarvotam hai, uska vikas prashansa tatha protsahan ke dwara kiya ja sakata
hai.
Manushy apnae vishwas se
nirmit hota hai, jaise wo vishwas karata hai waisa wo ban jata hai.
Balawan se budhdimaan aur
budhdimaan se Gyanwan adhik shaktishali hota hai.
Saawadhan rahiye jiwan men
apki pratyek kriya ki pratikriya hota hai.
Swabhimani hona achchha
hai prantu swabhimaan se vinramata shreshth hai.
Lakshy ke bina koee bhi
vyakti maulik ya rachanatmak karta nahi ban sakata aur aur jab tak vyakti
ek nishth hokar apne man ko kisi ek hi bindu par ekagr prapt nahi kar
sakata.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!