दोस्ती पर अनमोल सर्वश्रेष्ठ सुविचार
Sachcha Dost Unhi Ko Milte hai Jo Hamesha Doosron Ke Dukh Men Dukhi Hote Hai.
Helen Keller ke Anmol vichar in hindi:
- Akele ham kitana kam hasil kar sakate hain, Saath men kitana jyada. – (Helen Keller )
- Puri duniya kaston se bhari aur un kastho ko paar paane se bhi. – (Helen Keller )
- Charitr ka vikas aasaani se nahi kiya ja sakata hai, Kewal parikshan aur pida ke anubhav se aatma ko majboot, mahtawkansha ko prerit, aur saphalata ko hasil kiya ja sakata hai. – (Helen Keller )
- Vishwas wo sakti hai jisase ujadi huyee duniya main bhi prakash prapt kiya ja sakata hai. – (Helen Keller )
- Khud ki tulana jyada bhagyshali logon se karane ki bajaye hamen apne saath ke jyadatar longo se apni tulana karani chahiye aur tab hamen lagega ki ham kitane bhagywaan hain. – (Helen Keller )
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें