Main Menu

Hindi Suvichar part-32



Vinay Kumar Singh:
Aaj ke samay men Kaam wo karo jisko pane ki aap samarthya rakhate ho, nahi to samay  aur dhan dono ki hani hogi.  

Shiv Bux Maurya:
Jab Man men ho vishwas to Sab Dar hai bakwash.

Mahatma Gandhi:
Aalsy bhi ek prakar ki hinsa hai.

VictorHoogo:
Sawadhani budhdimata ki sabse badi pahachan hai.

Gautam Buddha:
Jo manushya man men uthe huye krodh ko daudate huye rath ke saman shighr rok leta hai, usi ko mai sachcha sarathi samajhata hoon.
Gaililiyo:
Jyaamiti ki rekhao aur chitro men  hum we akshar sikhate hai jinase yah Jagat roopi mahaan pustake likhi gayi hain .
Pro. haal:
GaNit ek aisa Tools hai jisaki shakti atuly hai aur jisaka upayog sarvatr hain –Yah ek aisi bhaasha jisako prakrti hamesa sunegi aur jisaka sada vah uttar degi.


Aalsy bhi ek prakar ki hinsa hai.
Sawadhani budhdimata ki sabse badi pahachan hai
Jo manushya man men uthe huye krodh ko daudate huye rath ke saman shighr rok leta hai, usi ko mai sachcha sarathi samajhata hoon.

Suvichar4u-More Pages
31  32   33   34   35   36  37   38   39   40    Next

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!