Main Menu

Hindi suvichar part-36

kabhi bhi galafahami ke shikar hokar achchhe sambandho ko n bigaden.
sarvotam manushya trutiyon se dhalakar nikalate hain, vastaw men sanasar ka kuchh bhi truti rahit nahi hai.
Samasyay chahe kaisi bhi ho, inse ghabaraiey mat, balki inhen pariksha samajh kar paas kijiyen.
sabse Uttam tirth apna man hai jo vishesh roop se shudhd kiya gua ho.
Wahi vyakti samarth hai jo yah manata hai ki wah samarth hai.
Yadi aap gusse ke ek kshan men dhairy rakhate hain, to aap dukh ke sau din se bach sakate hain.
nagarikata ke dainki vyawahar ke bina loktantr ka dainkii nirwah
ashawadi hone men kaya kasht hai
man ke sankalpon ko beech beech men rokane ka abhyas kar len
Apni bahumuly urja ko anawashayak baton men kharch n karen.
Jiwan ek sikke ke jaisa hai
Swasthy ki hani hone par n to prem, n hi samman, n hi dhan daulat aur n hi bal dwara hridy ko khushi mil sakti.
Pavitrata wah sampatti hai jo prem ke bahuly se paida hoti hai.
Charitr vrikshvart hai aur yash uski chhayavrit hai

Jis prakar ghiskar, katkar, taaikar aur pit kar char prakar se sone ki pariksha ki tarit hai

aatmvishwas ka arth hai apne kaae men atut shradhda.

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!