Main Menu

Hindi suvichar part-41



 Hamari shradhda akhand batti jaisi honi chahiye. Wah hamako to prakash deti hi hai, aaspaas bhi deti hai.
Miljuli kar kaam karane ke saath khaas baat yah hai ki aapke paksh men hamesha aur bhi log hote hain.
Duniya aise logon se ati padi hai jo asadharan sukh ki aas men santosh ko taak par rakh dete hain.

Hindi men anmol vichar apke liye:

1. Ham jitana adhayan karate hain utana hame agyan ka abhass hota hai.
2. Bina anubhav kora shabdik gyan andha hai.
3. Doosaron ke anubhav se gyan lena bhi manushy ke liye ek anubhav hai.
4. Yadi koyee kewal anubhav se hi budhdi ho jata to landan ke ajayabghar men rakhe itane samay ke baad sansar ke bade se bade budhdiman se adhik budhdiman hote-banaurd
5. Anyay sahane se anyay karan achchha hai koyee bhi is sidhant ko swikar nahi karega-Arastu
6. Anyay sahane wala bhi utana hi apradhi hota hai jitana karane wala kyonki agar anyay n saha jaye to koyee bhi anyay karane ka sahas nahi karega.-Gaigor


Suvichar4u-More Pages
41  42   43   44   45   46   47   48   49   50   Next

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!