Main Menu

Hindi suvichar part-43



jiwan ka arth hi kya ra jayega yadi ham men satt prayatn
Saphalata ka koee rahasya nahi hai.
Prayas karen ki aapka atit aapke vartman ko prabhavit n karen.

Suvichar for you:
1. Koyal divya aamaras pikar bhi abhiman nahi karati, Lekin medhak kichar ka pani pikar bhi tarrane lagata hai. – Prasang ratnawali
2. Kabira jarab na kijiye kabuhoon na hasiye koye abahoon naav samundr men ka jane ka hoye.-Kabir

3. Samast manhaan galtiyon ki tah men abhimaan hi hota hai.-Raskin

4. Kisi bhi halat men apne shakti par abhiman mat kar, Yah bhahurupiya aasamaan har ghadi hajaron rang badalata hai. Hafij jise hosh hai wah kabhi ghamand nahi karata.-Shekh sadi
5. Hamari abhilasha jiwan roopi bhap ko indradhanush ke rang deti hai. -Taigor
6. Abhilasha sab dukhon ka mool hai.-
Mahatma Budhda
7. Abhilashaon se oopar uth jao we poori ho jayengi, Mangoge to unki prooti tumse aur door ja padengi.-Ramtirth



Suvichar4u-More Pages
41  42   43   44   45   46   47   48   49   50  Next

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!