Hindi Men Anmol Vachan Apke liye:
1. Hinsa ke mukabale men laachari ka bhav
aana ahinsa nahi kayarta hai. Ahinsa ko kayarata ke sath nahi milana chahiye. –Mahatma
Gandhi
2. Stri!
Tune apne athah ansuon se sansar ke hriday hriday ko aise gher rakha hai jaise
smundr prithvi ko ghre huye hai.-Tagore
3. Nari
ke aansoo apne eke k boond men eke k baad liye hote hain.-Jayshankar prasad
4. Meri
ek prabal Kaman hi ki men kam se kam ek aankh ka aansoo pochh doon.-Mahatma
Gandhi
5. Saat sagaron men jal ki apekchha maanv ke netron se kahin adhik aansoo bah chuke hain.-Budhda
5. Saat sagaron men jal ki apekchha maanv ke netron se kahin adhik aansoo bah chuke hain.-Budhda
6. Jaisa
desh waisa bhesh.-Kahawat
7Mata, Pita, Guru, Swami,
Bhrata, Putr aur mitr ka kabhi kshan bha le liye virodh ya apkar nahi karana
chahiye. -ShukrnitiSuvichar4u-More Pages |
41 42 43 44 45 46 47 48 49 50 Next |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें