Hindi Top Ten Suvichar:
1. Aanand wah kushi hai jiske bhogane par
pachhatana nahi padata.-Sukaraat
2. Kewal
aatmagyan hi aatma hridy ko sachha aanand pradan karata hai. -Ramtirth
3. Kshanbhar
bhi kaam ke bina rahana Ishwar ki chori samajho, Main doosra koyee rasta
bhitari ya bhahari aananad ka nahi
janata.-Mahatma gandhi
4. Ham
sway aanand ki anubhuti lene ke bajaye doosaron ko yah vishwas dilane ki
koshish karate hain ki ham aanand men hain. -Kafushiyash
5. Jo
vastu aananad pradan nahi kar sakati wah sundar ho hi nahi sakati.-Premchand
6. Aayu men aanand hai, samagr
sharer ke mangal men, swasthy men anand hai. Isi aananad ka bhaag karane par do
vastuye prapt hoti hai ek gyan aur doosara prem. -TaigorSuvichar4u-More Pages |
41 42 43 44 45 46 47 48 49 50 Next |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें