Dalai Lama Hindi suvichar:
1. Mera
dharm bahut saral hai, Mera dharm dayaluta hai.
2. Purane mitr bichhad jate hai, nahye mitr mil jate
hai. Ye dino ki tarah hai, Jaise purana din bit jata hai aur naya din aa jata
hai. Lekin mahtwproon hai use sarthak banaba chahe wah ek sarthak mitr ho ya
sarthak din.
3. Hamare jiwan ka mukhy udeshy doosaron ki madad karana aur agar aap kisi ki madad nahi kar sakate to kam se kam unhe nukasan mat mahuchayen.
3. Hamare jiwan ka mukhy udeshy doosaron ki madad karana aur agar aap kisi ki madad nahi kar sakate to kam se kam unhe nukasan mat mahuchayen.
4.Nind sabse achch chintan hai. Is liye kaha jata hai ki nind achchi leni chahiye taki hamari chantan thik ho aur chantan sah hai to hamri soch bhi sahi hogi jiske phalswaroop ham apne jiwan men sabhi manokamna ko proon kar sakate hai.
Suvichar4u-More Pages |
51 52 53 54 55 56 57 58 59 60 Next |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें