Main Menu

Hindi suvichar part-54

Khud kamao khud khao, Yah prakrit hai. Doosara kamaye tum Chhin kar khao yah vikriti hai. Khud kamao doosaro ko khilao ya bhartiya sanskriti hai.
Safal hone ke liye achchhe mitron ki aawashyakata hoti hai lekin sarwochch safalta prapt karane ke liye Achchhe shatruo ki awashyakta hoti hai.
Mom ki tarh pighalati hai, Jindagi, Gamon ki aag men jalati hai jindagi, Thokar lage to gam mat karana, Thokar lagaakar sambhalati hai jindagi.
Sansar men Wahi Maa Bap sukhi hai jinki santan sansakari hai par yah tabhi sambhav hai jab maa-baap khud sansakari ho.

Dalai Lama Hindi suvichar:



1. Mera dharm bahut saral hai, Mera dharm dayaluta hai.

2. Purane mitr bichhad jate hai, nahye mitr mil jate hai. Ye dino ki tarah hai, Jaise purana din bit jata hai aur naya din aa jata hai. Lekin mahtwproon hai use sarthak banaba chahe wah ek sarthak mitr ho ya sarthak din.

3. Hamare jiwan ka mukhy udeshy doosaron ki madad karana aur agar aap kisi ki madad nahi kar sakate to kam se kam unhe nukasan mat mahuchayen.

4.
Nind sabse achch chintan hai. Is liye kaha jata hai ki nind achchi leni chahiye taki hamari chantan thik ho aur chantan sah hai to hamri soch bhi sahi hogi jiske phalswaroop ham apne jiwan men sabhi manokamna ko proon kar sakate hai.


Suvichar4u-More Pages
51  52   53   54   55   56   57   58   59   60  Next

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!