Abraham Lincolon ke Anmol vichar hindi men:
- Hamesha dhyaan men rakhiye ki aapka saphal hone ka sankalp kisi bhi aur sankalp se mahtwproon hain. –( Abraham Lincoln)
- Satruon ko mitr bana kara kyaa main nasht nahi kar raha? –( Abraham Lincoln)
- Agar shanti chahate hain to lokpriyata se bachiye. –( Abraham Lincoln)
- Sadhararn dikhane wale log hi duniya ke sabse achchhe log hote hain. Yahi wajah hai ki bhagwaan aise bahut se logon ka nirman karate hain. –( Abraham Lincoln)
- Kisi vriksh ko katane ke liye aap mujhe chh: ghante dijiye aur main pahale chaar ghante kulahaadi ki dhaar tej karane men lagaunga. –( Abraham Lincoln)
- Yadi aap ek baar apne sathi nagariko ka bharosa tod de to aap phir kabhi unka satkar aur sammaan nahi paa sakenge. –( Abraham Lincoln)
Suvichar4u-More Pages |
71 72 73 74 75 76 77 78 79 80 Next |
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें