Main Menu

Hindi Suvichar part-80



Kisi vyakti ka vyktitv uske vicharon ka samooh hota hai,..
Mutthi sankalipwan log, Jinki apne lkshy men drid ...
Parinaamon ka nirnay karana hamara kaarykshetr nahi.....

Abraham Lincolon ke Anmol vichar hindi men:

  1. Hamesha dhyaan men rakhiye ki aapka saphal hone ka sankalp kisi bhi aur sankalp se mahtwproon hain. –( Abraham Lincoln)
  2. Satruon ko mitr bana kara kyaa main nasht nahi kar raha? –( Abraham Lincoln)
  3. Agar shanti chahate hain to lokpriyata se bachiye. –( Abraham Lincoln)
  4. Sadhararn dikhane wale log hi duniya ke sabse achchhe log hote hain. Yahi wajah hai ki bhagwaan aise bahut se logon ka nirman karate hain. –( Abraham Lincoln)
  5. Kisi vriksh ko katane ke liye aap mujhe chh: ghante dijiye aur main pahale chaar ghante kulahaadi ki dhaar tej karane men lagaunga. –( Abraham Lincoln)
  6. Yadi aap ek baar apne sathi nagariko ka bharosa tod de to aap phir kabhi unka satkar aur sammaan nahi paa sakenge. –( Abraham Lincoln)


Suvichar4u-More Pages
71  72   73   74   75   76   77   78   79   80  Next

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!