हिंदी सुविचार
हिंदी सुविचार - जिंदगी में कामयाब होने के लिए हमारे पास जो कुछ होता है उसी में शुरुआत कर लेनी चाहिए, अन्यथा समय निकले देर नहीं लगती।(Hinsi Suvichar - Kamyab hone ke liye kai baar hame jo hai usi me shuruaat kar leni hoti hai, bhale taiyari poori na ho kyunki yah intezar karne se kafi behtar hai.)
अनमोल वचन - जब एक ही जोक पर दोबारा नहीं हंस पाते तो एक ही दुख पर दोबारा परेशान न हो।
(Anmol Vachan in Hindi - Jab ek hi joke pr dobara nahi hanste, to ek hi dukh pr bhi dobara pareshan nahi hona chahiye.)
हिंदी सुविचार - जब तक आप शिक्षा का मतलब नौकरी करना समझेंगे तब तक आप नौकर ही बने रहेंगे, मालिक कभी नहीं।
Hindi Suvichar4u - Jab tak siksha ka maksad naukri pana hoga, tab tak samaj me naukar hi paida honge, malik nahi.
- Aap prasann hain yaa nahi yah sochane ki liye phurasat hona hi dukhi hone ka rahasya hai, aur iska upaay hai- vyawasay.
- Sachche mitr mushkil se milate hain, Kathinata se chhootate hain aur bhulaye nahi bhoolate. Inse sampark banaye banye rakhen. Jivan men yah bhi apki ek amuly punji.
- Apka achchh vyawahar logon ko yaad rahata hai, badale men wah bhi achchha bartv hi karate hain.
- Sab kuchh apane sankalp dwara hi bada ya chhota ban jata hai.
- Sajjan log swabhav se hi swarthsidhdi men aalasi aur paropakar men waksh hote hain.
- Prasannta swasthy men nihit hoti hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!