Ramkrishan pramhans ke anmol
vichar (suvichar):
1.
Jab tak hai jiwan, Sikhate rahana chahiye. –(Ramkrishan pramhans)
Raam krishanparamhans ke vichar |
2.
SAnsar ke vishyo ka gyan saamany roop se manushy
ko jiddi bana deta hai. Gyan ka abhimaan ek bandhan hai. –(Ramkrishan pramhans)
3.
Gyan prapti ki pahachan:
·
Us manushy ki prakriti shaant ho jati hai.
·
Us vyakti ki vahvriti pighal jati hai.
–(Ramkrishan
pramhans)
4.
Jis manusy ne ishwar ka saakshatkar kiya ho wo
kabhi doosare ke prati kroor nahi ban sakata, Aisi kroorata hona ye uski
prakriti ke virood ki baat hai. Aise inshan kabhi bhi galat kadam bharsakate
nahi, Unke man men galat vichar aate hi nahi. –(Ramkrishan
pramhans)
5.
Gyaan ka uday jab hota hai tab inshaan bahar ki
dristi se jaisa hai waisa hi rahata hai, Lekin jagat ke prati uska samagr
dristikon badal jata hai. Jaise paarsamani ke sparsh se lohe ki talvar swarn
men parivartit ho jati hai, Uska aakar pahele ki tarah hi rahata hai prantu ab
usmen maaranewali shaki nahi rahati, Wah naram ba gayee hoti hai. –(Ramkrishan pramhans)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!