Sai Baba Vachan
Prernatamak suvchar for you:
- Prenaatmak kathan- Prasanata pahale se nirmit koi chij nahi hai ye to aap hi ke karmon se aati hai.
( Dalai
Lama)
- Prenaatmak kathan- Vyakti ko apni kshamtaon ko jaan kar aur unmen yakin karke hi behatar vishv ka nitmaan kar sakate hain.
( Dalai
Lama)
- Prenaatmak kathan- Bada socho, Jaldi socho, age socho. Vicharon apr kisi ka ekadhikar nahi hota.
(Dheerubhai
Ambani )
- Prenaatmak kathan- Hamare swapan vishal hone chahiye aur hamari mahatvkanksha unchi honi chahiye tatha hamari pratibadhdta gahari honi chahiye aur hamare prayatn bade hone chahiye Reliance aur bharat ke liye yahi mera sapana hain.
(Dheerubhai
Ambani )
- Prenaatmak kathan- Kabhi phayada kamane ke liye nyote ki jaroorat nahi hoti hai.
(Dheerubhai
Ambani )
- Prenaatmak kathan- Yadi aap dridh sankalp aur poornta ke saath kaam karenge to saphalata avshy prapt hogi.
(Dheerubhai
Ambani )
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें