Main Menu

Satya Vachan- Osho ke vichar

Oshe ke mahan suvichar

Kisi se kisi bhi tarah ki pratispardha ki awashyakta nahi hai, Aap swany men jaise hain ekda sahi hai. Kudh ko sawikariye. (ओशो -Osho)

Aap jitane logon ko chahe utane logon ko prem kar sakate hain, Iska ye matalab nahi hai ki aap ek din diwaliya ho jayenge aur kahenge ab mere pass prem nahi hai jaha tak prem ka swal hai aap diwaliya nahi ho sakate hai. (ओशो -Osho)

Sawal ye nahi hai ki kitana sikha ja sakata hai… Isake ulat, Sawal ye hai ki kitana bhulaya ja sakata hai. (ओशो -Osho)

Mitrata shudhdata prem hai. Ye prem ka sarvochch roop hai janha kuchh bhi nahi manga jata hai, Koyee shart nahi hoti, janha bas dene men anand aata hai. (ओशो -Osho)

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!