Swami vivekanand ke anmol vachan:
Swami vivekanad ke vichar |
1.
Man ki ekagrata
hi samagr gyan hai-(Swami Vivekanad)
2. Strength is Life, Weakness is Death. Expansion is
Life, Contraction is Death. Love is Life, Hatred is Death. -(Swami Vivekanad)
3.
Janm, Vyadhi,
Jara aur mrityu ye to kewal anusangik hai, Jiwan men yah anivary hai, Isliye
wah ek swabhavik ghatan hai. -(Swami Vivekanad)
4.
Shakti jiwan hai,
Nirbalata mritu hai, Visatar jiwan hai, Sankuchan mritu hai, Prem jiwan hai,
Dravesh mritu hai. -(Swami Vivekanad)
5.
Hame aisee sikhsa
chahiye jisase charitr ka nirman ho, Man ki shakti bade, Buddhi ka vikash ho
aur manushy apne pair par khada ho shake. -(Swami
Vivekanad)
6.
Jo agani hame garmi
deti hai, Hame nast bhi kar sakati hai, Yah agni ka dosh nahi ahi. -(Swami Vivekanad)
7.
Bas wahi jite
hai, Jo doosaron ke liye jite hai. -(Swami
Vivekanad)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें