Main Menu

Love Quote-1

Love Quote in Hindi


Yadon ke Ghoonghat men  Bahut khoob Lagati Ho  Hamesha Ankhon Men Rahe

Yadon ke Ghoonghat men
Bahut khoob Lagati Ho
Hamesha Ankhon Men Rahe
Wah Roop Lagati Ho
Kabhi Thandi Chhanv, To Kabhi
SArd Dhoop Lagti Ho
Kai Bar Mujhe Khud Main
Tum Mera Wajood Lagati Ho.


Khud Ko Dikhao Tum  Khud Ko Chhupao Tum  Palakon Ke Kinaron Men 

Khud Ko Dikhao Tum
Khud Ko Chhupao Tum
Palakon Ke Kinaron Men
Ek Dam Bas Jao Tum
Main Kamosh Rahoonga
Kuchh Bhi n Kahunga Tumse
Jhoomo, Nacho, Gao Aur Jashn Manao Tum.

Tumhari Ankho ke swachchh-Poem

Love Poem in Hindi

Tumhari Ankho ke swachchh nile vistar men Ek kavita padi Thi
Tumhari ankho ke swachchh nile vistar men ek kavita padi thi,
Kavita men pankshiyon ki chahak thi,
 subah ke tatakepan ke sath
To chaurahon par usi waqt bikane ko khade majdooron ki bechaini bhi
Jangalo ki hariyali thi,
To katate pedon ka roodan bhi phoolo ki tajagi aur khushaboo thi,
To baal shramiko ke murjhayen chehare bhi samundra ki uddam lahare thi,
To chhoti badi kayee dharaye bhi jinhe ek badi dhara men badalana tha, 
Par jane kaise tumhari ankhon men ghir aaye hai kale badal dekho,
Meri kavita aansoo ban baras na jaye.

विवेकानंद के अनमोल वचन | Quotes and Anmol Vachan

Swami Vivekanand Ke Vichar

स्वामी विवेकानन्द के अनमोल विचार


Swami Vivekanand - स्वामी विवेकानंद
स्वामी विवेकानन्द का जन्म 12 जनवरी, 1863 को कलकत्ता में हुआ था और इनकी मृत्यु 4 जुलाई, 1902  को बेलूर में हुई थी। यह एक युवा संन्यासी की तरह भारतीय संस्कृति की सुगन्ध को विदेशों में फैलाने वाले साहित्यकार, दर्शनिक और इतिहासकार के रूप में प्रकाण्ड विद्वान थे। इनका मूल नाम श्नरेंद्रनाथ दत्तश् था, जो बाद में स्वामी विवेकानन्द के नाम से विख्यात है। हमारे देष इनके जन्म दिवस को राष्ट्रीय युवा दिवस के रूप में मनाया जाता है।

स्वामी विवेकानंद  के अनमोल विचार

1. All the powers in the world are already ours. It is we who have put our hands before our eyes and cry that it is dark.

2. Ek Shabd Men, Yah Adarsh Hai Ki Tum Parmatma Ho.

3. As different streams having different sources all mix their waters in the sea, therefore different tendencies, various though they come out, crooked or straight, all lead to God.

4. Khud Ko Kamjor Samajhana Sabse Bada Pap Hai.

5. Condemn none: if you can stretch out a helping hand, do so. If you are not able to fold your hands, bless your brothers, and let them go their own way.

6. Dhany Hai Wo Log Jinke Sharer Doosro Ki Sewa Karane Men Nasht Ho Jate Hai.

7. Never think there is everything impossible for the soul. It is the most heresy to think so. If there is crime, this is the only crime; to say that you are weak, or others are weak.

8. Utho, Jago Aur Tab Tak Nahi Rooko Jab Tak Lakshy Na Prapt Ho Jaye.

9. Dil Aur Dimag Ke Takaraw Men Dil Ki Suno.

10. Bas Wahi Jite Hai Jo Doosaron Ke Liye Jite Hai.

We reap what we sow. we are the makers of our own fate.

swami vivekanand ke anmol vachan in hindi

vachan in english

Swami vivekanand ke anmol vachan in hindi

Har Pal Men Khush Raho | aaj ke suvichar hindi

Love Poem in Hindi

अनमोल वचन

Pyar Bhara Suvichar in Hindi

Ye Di Bhi Dhadakata Hai Aur Meri Sanse Bhi Chalti Hai,
Bas Ye Dil Tujhe De Baitha Hoon,
Is Dil Men Ajeeb Si Kasamkas hai,
Jinda To hoon Par Ye Jaan Tujhe De Baitha haoon. 

anmol ambani love suvichar



Too Meri Jindagi Hai,
Too Hi Mera Khwab Hai,
Too Hi Meri Sadgi hai,
Too Hi Mera Mushkan,
Ji Chahata Hai Bas Yahi Kahata Rahi,
Too Hi Meri Mannt Too Hi Kahata Rahoon

aaj ke suvichar hindi

Jindagi Hai Chhoti,
Har Pal Men Khush Raho,
Office Men Khush Raho,
Ghar Men Khush Raho.


Aaj Panir Nahi Hai,
Daal Men Hi Khush Raho,
Aaj Jim Jane Ka Samay Nahi,
Do Kadam Chalk E He Khush Raho.

Aaj Dosto Ka Sath Nahi,
T.v. Dekh ke hi khush raho,
Ghar Ja Nahi Sakte,
To Phon Kar Ke Hi Khush Raho.

Aaj Koee Naraj Hai,
Uske Is Andaj Men Bhi Khush Raho,
Jisse Dekh Nahi Sakte,
Uski Aawaj Men Hi Khush Raho.

Jisse Paa Nahi Sakte,
Uske Yaad Men Hi Khu Raho.
Laptop N Mila To Kya,
Desktop Men Hi Khu Raho…

Bita Hua Kal Ja Chooka Hai,
Uski Miti Yadon Men Hi Khush Raho…
Aane Wale Pal Ka Pata Nahi,
Sapno Men Hi Khu Raho…

Haste Haste Ye Pal Bitenge,
Aaj Men He Khush Raho…
Jindagi Hai Chhoti
Har Pal Khush Raho…

USko Bhi Dil Ka Hal

Love Poem

Plakon Pe Asooon Ko Sajaya Na Ja Saka
Plakon Pe Asooon Ko Sajaya Na Ja Saka,
Usko Bhi Dil Ka Hal Bataya Na Ja Saka,
Jakhamon Se Choor Choor Tha Yah Dil Mera,
Ek Jakham Bhi Usko Dikhana Na Ja Saka,

Jab Teri Yaad Aye To Koshish Ke Bawajood, Aankhon Men Aanssoono Ko Chhupaya Na Ja Saka,
Kuchh Log Jindagi Main Aise Bhi Aaye Hai
Jinko Kisi Bhi Lamhe Bhulaya Na Ja Saka,

Bas Is Khayal Se Kahi Usko Dukh N Ho,
Ham Se To Haal E Gam Bataya Na Ja Saka,
Vah Muskara Raha Tha Mere Rubaru Magar, Chehare Ka Ran Usse Chhupaya Na Ja Saka.

Tanhaeyon Ki Aag Main Ham Jal Gaye,
Magar Phasala Unka Mitaya Na Ja Saka.

Sath Rahe Khele Sang

Love Shayar in Hindi

Sath Rahe Khele Sang Do Rango Se Mile Gaye Sare Rang
Sath Rahe Khele Sang Do Rango Se Mile Gaye Sare Rang,
Lahron Ne Chhedi Jab Ek Tarang Dil Ne Dil Men Bhari Umang,
Badal Gaya Jine Ka Dang, Khushiyon Ke Asma Men Pyar Ki Udi Patang.

Teri Shan Men

Love Quotes & Hindi Shayari

Teri Shaan Tere Jalal Ko Maine Jab Se Dil Men Basa Liya,  Maine Sab Jirag Bujha Diye, Tera Ik Chirag Jala Liya.
Teri Shaan Tere Jalal Ko Maine Jab Se Dil Men Basa Liya,
Maine Sab Jirag Bujha Diye, Tera Ik Chirag Jala Liya.

Teri Aas Hi Meri Aas Hi, Teri Dhul Mera Libas Hai.
Ab Mujhe Too Apna Bana Bhi Le, Maine Tujhko Apna Bana Liya, 
Mujhe Dhup Chhw Ka Gam Nahi, Tere Kante Phoolon Se Kam Nahi, Mujhe Jaan Se Bhi Ajij Hai, Jis Chaman Se Tera Diya Liya. 

Teri Rahamate Behisab Hai, Kis Juban Se Karoo Shukriyan,
Kabhi Mujh Se Koee Khata Huee, Tune Phir SE Mujhko Utha Liya, MEri Har Tri Hi Har Hai, Meri Jit Teri Hi Jit Hai,

Maine Saupa Tujhko Wo Sabhi, Toone Jo Mujhko Diya. 
Mere Sath Saya Shyam Ka, Bas Yah Tassalli Ki Bat Hai,
Mai Teri Najar Se Nahi Gira, Mujhko Har Najar Ne Gira Diya

प्यार पर सुविचार | My Love poem | Love Suvichar

My Love Poem

प्यार पर सुविचार

love suvichar in Hindi

Prem Ki Shakti Nafarat Ki Takat Se Hajaron Guna Prabhav Shali Hoti hai.

love suvichar

You make me feel special each day.
You always bring a smile on my face.

It never fades and never will it be
as long as you’ll be in my life!

I love you so much and I hope that
you’ll always remember that

Wherever life may lead us,
I promise that you will always have me.

I will never leave you
I will never stop loving you.

We may be separated from each other,
but I’m telling you now

That there’s always me
who loves you unconditionally.

The world may your its back on you
but I’m always here to comfort

and love you the best I could.
I’m always here and I’m all yours alone!

I love you,
and I’m glad you’re in my life!

Vivekanand Anmol vichar-1

Vivekanand Anmol Vichar

The fire that warms us can also consume us;
Kuchh Mar Poochho, Badale Men Kuchh Mat Mango Jo Dena Hai Wo Do, Wo Tum Tak Wapas Ayega Par Uske Bare Me Abhi Ma Socho.
They alone live, who live for others.
Jo Tum Sochate Ho Wo Ho Jayega Yadi Tu Khud Ko Kamjor Sochte Ho Tum Kamjor Ho Jaoge, Agar Khud Ko Takatwar Sochate Ho Tum Takatwar Ho Jaoge.
Manushy Ki Sewa Karo Bhagwan Ki Sewa Karo.
Strength is Life, Weakness is Death. Expansion is Life

Bhagwan Gautam Buddha Anmol Vichar-2

Bhagwan Gautam Buddha Anmol Vichar

जैसे मोमबत्ती बिना आग के नहीं जल सकती , मनुष्य भी आध्यात्मिक जीवन के बिना नहीं जी सकता.
हजारों खोखले शब्दों से अच्छा वह एक शब्द है जो शांति लाये.-भगवान गौतम बुद्ध
अपने मोक्ष के लिए खुद ही प्रयत्न करें. दूसरों पर निर्भर ना रहे. 
All wrong-doing arises because of mind. If mind is transformed can wrong-doing remain?-भगवान गौतम बुद्ध
वह जो पचास लोगों से प्रेम करता है उसके पचास संकट हैं, वो  जो किसी से प्रेम नहीं करता उसके एक भी संकट नहीं है. 
सभी बुरे कार्य  मन के कारण उत्पन्न होते हैं. अगर मन परिवर्तित हो जाये तो क्या अनैतिक कार्य रह सकते हैं?-भगवान गौतम बुद्ध

For facebook images and dadi ke joks



Ek Dada Dadi Ne Jawani K
Dino Ko Yaad Karne Ka Faisla Kiya..
Agle Din Dada Phool Le Kar Wahi
Pahucha
Jaha Wo
Jawani Me Mila Karte The,

Waha Khade-2 Dada K Pairo Me
Dard Ho
Gaya Lekin Dadi Nahi Aayi...
Ghar Ja Kar Dada Gusse Se:
"Aayi Kyo Nahi...???"

Daadi Sharmate Hue:"Mummy Ne
Aane Hi
Nahi Diya..
Facebook uploading ke liye images
Facebook uploading ke liye images1
Facebook uploading ke liye images2
Facebook uploading ke liye images3
Facebook uploading ke liye images5


Sai Baba suvichar- Sai Anmol Vachan

Sai Baba suvichar

sai anmol vachan

Why fear when I am here?

मेरे रहते डर कैसा?-Sai Baba

I think of my people day and night. I say their names over and over. 
I am formless and everywhere.
मैं निराकार हूँ और सर्वत्र हूँ.-Sai Baba

sai anmol vachan 
I am in everything and beyond. I fill all space.

मैं हर एक वस्तु में हूँ और उससे परे भी. मैं सभी रिक्त स्थान को भरता हूँ.-Sai Baba


Rabindranath Tagore Anmol Vichar, Suvichar and Quotes

Rabindranath Tagore ke Anmol Vichar

मौत प्रकाश को ख़त्म करना नहीं है; ये सिर्फ दीपक को बुझाना है क्योंकि सुबह हो गयी है.


Bigotry tries to keep truth safe in its hand with a grip that kills it.By Rabindranath Tagore


Depth of friendship does not depend on length of acquaintance. 


कट्टरता सच को उन हाथों में सुरक्षित रखने की कोशिश करती है जो उसे मारना चाहते हैं.By Rabindranath Tagore


Don’t limit a child to your own learning, for he was born in another time. 


By plucking her petals, you do not gather the beauty of the flower.
पंखुडियां तोड़ कर आप फूल की खूबसूरती नहीं इकठ्ठा करते.By Rabindranath Tagore

Ravindra Nath Gaigor ke anmol vichar



A mind all logic is like a knife all blade. It makes the hand bleed that uses it.


सिर्फ तर्क करने वाला दिमाग एक ऐसे चाक़ू की तरह है जिसमे सिर्फ ब्लेड है.


Age considers; youth ventures. आयु सोचती है, जवानी करती है.



Ravindra Nath Taigor ke anmol vichar



Bigotry tries to keep truth safe in its hand with a grip that kills it.


पंखुडियां तोड़ कर आप फूल की खूबसूरती नहीं इकठ्ठा करते.


Death is not extinguishing the light; it is only putting out the lamp because the dawn has come.



Rabindranath Tagore ke Anmol Vichar



Bigotry tries to keep truth safe in its hand with a grip that kills it.




A mind all logic is like a knife all blade. It makes the hand bleed that uses it. By Rabindranath Tagore


By plucking her petals, you do not gather the beauty of the flower.


सिर्फ तर्क करने वाला दिमाग एक ऐसे चाक़ू की तरह है जिसमे सिर्फ ब्लेड है. यह इसका प्रयोग करने वाले के हाथ से खून निकाल देता है.-रबिन्द्रनाथ टैगोर


Death is not extinguishing the light; it is only putting out the lamp because the dawn has come.


Age considers; youth ventures.
आयु सोचती है, जवानी करती है.-रबिन्द्रनाथ टैगोर

Quotes of Rabindranath Tagore





Ravindar naath thakur ke vichar: Kisi bachche ki shksha apne gyan tak simit mar rakhye kyonki wah kisi aur samay men paida hua hain. 






Ravindar naath thakur ke anmol vachan: Mitti ke bandhan se mukti ped ke liye aajadi nahi hain. 






Hindi Quotes of Ravindar naath thakur: Har bachcha isi sandesh ke saath aata hai ki bhagwaan abhi tak manushyon se hatoutsahit nahi hua hain. 

रबिन्द्रनाथ टैगोर के अनमोल विचार : सिर्फ तर्क निकालने वाला दिमाग एक ऐसे चाक़ू के समान है जिसमे सिर्फ धार है। यह तो प्रयोग करने वाले के हाथ में से खून निकाल देता है।

Ravindar Nath Taigor ke Suvichar


I have become my won




Mai ek aashawadi hone ke apana



Mai soya aur swapan dekha ki


If you shut the door to

Ravindra Naath Taigor Suvichar in Hindi


Every difficulary shurred over will be a ghost...


Har ek kathinayee jisse aap munh moda lete hain...


Everything comes to us that belongs to us...


Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan in Hindi:

1. Tyohar saal ki gati ke padav hain, jaha bhinn bhinn manoranjan hai, Bhinn bhinn aanand hain, bhinn bhinnn khel sthal hai. -Baruaa

2. Dukhiyaron ko hamdardi ke aansoo bhi kam pyare nahi hote.-Premchand 

3. Adhik khushi aur adhik unnati ke baad hi adhik dukh aur patan ki bari aati hai. – Jayshankar prasad

4. Adhyapak rashtr ki saskriti ke chatur mali hote hain. We sansakaron ki jadon men khad dete hain aur apne shram se unhe sinch sinch kar maha pran shaktiyan banate hain. – Maharshi Arvind

5. Janjire, Janjire hi hain, Chahe we lohe ki hon ya sone ki, We samaan roop se tumhe gulam banati hain. _ Swami Raam Tirth


Ravindranath Taigor Quotes in Hindi and English


Jo kuchh hamara hai wo ham tak aata hai...

 Tathy kayee hai par saty ek hai.

 Aastha wo pakshi hai jo subah andera hone par bhi ujale ko mahasoos karati hai.

Anol Vachan apke liye jo apke man ko shudhd kar de:

Tulsi ki jagah money plant ne le li,

Chachi ki jagah aunty ne le li.

Pita ji ded ho gaye,

Baee t ab bro ho gaye.

Bechari bahan bhi ab sis ho gayee,

Dadi ki lori to ab tay tay fiss ho gayee.

Tv ke saas bahoo men bhi ab saanp newale ka rishta hai,

Pata nahi ekta kapoor aurta hai ya pharista hai.

Jiti jagati maa bachchon ke liye mammy ho gayee,

Roti ab achchhi kaise lage maa ji jo itani yammi ho gayee.

Gay ka aashiyana ab shaharon ki sadako par bacha hai,

Videshi kutton ne logon ke kandho par baithkar itihas racha hai.

Ravindar Naath Taigor ke Suvichar



Those who own much have much to fear.

Apki moorti ka toot kar dhool men mil jana

Jinke swamitv bahut hota hai unke paas darane ko bahut kuchh hota hai

To be outspoken is esy when

Mukhar hona aasaan hai jab aap poorn saty

Trees are earth's endless effort to speak to the listening

Prithvi dwara swarg se bolane

We come nearest to the great

Ham mahanta ke sabse karib tab hote hain

We gain freedom when we have paid

Ham tab swatantra hote hain

We live in the world when we love it

Ham duniya men tab jite hain jab ham use prem karte hain

What is art? It is the responese

Kala kya hain? Yah insaan ki rachantamk

You cant cross the sea merely by standing

Sirf khade hokar paani dekhane se aap nadi nahi par kar sakte

You idol is shattered in the dust to prove that


1. Jinke swamitv bahut hota hai unke paas darane ko bahut kuchh hota hai. 

2. Murkh hona aasan hain, Jab aap poorn saty bolane ki pratiksha nahi karate. 

3. Prithvi dwara swarg me bolane ka athak prayas hain ye ped.

4. Ham mahanta ke sabse karib tab hoten hain jab ham vinmrata men mahan hoten hain. 

5. Ham tab swatantra hoten hain jab ham poori kimat chuka deten hain. 

6. Ham duniya men tab jite hain jab ham use prem karaten hain. 

7. Kala kya hain? Yah insaan ki rachanatmak aatma ki yatharth ke pukar ke prati prikriya hain. 

8. Sirf khaden hokar paani dekhane se aap nadi nahin paar kar sakate. 

9. Aapki moorti ka toot kar dhool men mil jana is baat ko sabit karta hain ki ishwar ki dhool aapki moorti se maahan hain.

Ravindar Naath Taigor Ke Suvichar


 The burden of the self is lightend

The water in a vessel is sparkling

Jab men kudh par hansta hoon

The butterfly counts not months

Titali mahine nahi kshan ginati hai

Uchchtam shiksha wo hai jo hame sirf jaankari hi nahi

The highest education is that which does not merely

Akele phool ko kai kanto se jalan

The flower which is the single

1. Jab main khud par hasata hoon to mere upar se mera bojh kam ho jata hai.

2. Titali mahine nahi kshan ginti hai aur uske paas paryapt samay hota hai.

3. Akele phool ko kai kanto se ishrya karane ki jaroorat nahi hoti.

4. Uchchtam shiksha wo hai jo hamen sirf jaankari hi nahi deti balki hamare jiwan ko samst astitav ke sath sadrav men lati hai. 

5. Bartan men rakha paani chamakta hain, Samundara ka pani sapst shabkon se bataya ja sakta hai, Mahan saty maun rahata hai. 

Ravindar Naath Taigor Ke Suvichar


 Yadi aap sabhi galtiyon ke liye darvaje

In art, man reveals

I slept and dreamt that

Kala men vyakti khud

Let us not pray to be

Ham ye prathana na karen ki hamare upar khatare n aayen

Life is given to us

Jiwan hamen diya

Love does not claim

Prem adhikar ka dava hai

Love is the only reality

Kewal prem hi vastivakta hai

Music fills the infinite

Sangit do aatmaon ke bich ke anant ko bharata hai

1. Yadi Aap sabhi galtiyon ke liye darvaje band kar denge to sach bahar raj jayega.

2. Kala men vyakti khud ko ujagar karta hai, kalakriti ko nahi.

3. Ham ye prathana na karen ki hamare upar khatare n aayen, balki ye karen ki ham unka samana karne men nidar rahe. 

4. Jiwav hamen diya gaya hai, Ham ise dekar kamate hain.

5. Prem adhikar ka dava nahi karata, balki savantrata deta hai.

6. Kewal prem hi vastvikata hai, Ye mahaj ek bhavana nahi hai. Yah ek param saty hai, jo srijan ke hriday men vaas karta hai.

7. Sangit do aatmaon ke bich ke anant ko bharata hai.

From the solemn
Mandir ki gambhir udasi se bahar
He who is too...
Wo jo achchhye karane men...