Mahatma Gandhi Quotes in Hindi and English
मोहनदास करमचंद गाँधी
Mohandas Karamchand Gandhi, commonly known as Mahatma Gandhi. He was born in the town of Porbander in the state of Gujarat on 2 October 1869. He had his schooling in nearby Rajkot, where his father served as the adviser or prime minister to the local ruler.
Mahatma Gandhi Quotes and Suvichar in Hindi and English
Yadi Manushy Sikhna Chahe To Uski Har Bhool Use Kuchh Shiksha De Sakti Hai.
Saty bina jan samarthan ke bhi khada rahata hai. Wah aatmnirbhar hain. Written by mahatma Gandhi.
Mahatma gandhi suvcihar: Saty kabhi aise kaaran ko kshati nahi pahuchata jo uchit ho.
Mahatma Gandhi hindi Quotes for you: Mera dharm saty aur ahinsa par adharit hain. Saty mera bhagwaan hain. Ahinsa use pane ka sadhan.
Mahatma gandhi suvichar in hindi: Garb lakshy ko pane ke liye kiye gaye prayatn men nihit hain na ki use pane men.
Mohandas Karamchand Gandhi quotes for you: Mian marane ke liye tainyar hoon par aisi koyee vajah nahi hai jiske liye main maarane ko taiyar hoon.
Mahatma Gandhi Suvichar for you: Main sabhi ki samanata main vishwas rakhata hoon sivay patrkaron aur photographaron ki .
Aankh ke badale ankh pure vishw ko andha bana degi. - Mahatma Gandhi
A little practice is worth more than tons of lecturing.
महात्मा गाँधी के अनमोल विचार
1. Trust must be enforced by reason when trust becomes blind it dies.
2. First they pay no attention to you, then they giggle at you, then they fight you, then you win.
3. Freedom is not value having if it does not connote freedom to err.
4. Happiness is taken when you think, what you speak, and what you do are in harmony.
5. Silence is the strongest speech. Slowly and gradually world will pay attention to you.
6. A ‘No’ uttered from the deepest assurance is better than a ‘Yes’ only uttered to please, or worse, to avoid problem.
7. Jab Tak Galti Karane Ki Swatantrata na Ho tab tak swatantrata ka koyee arth nahi hai.
8. Utho, Jago Aur Tab Tak Nahi Rooko Jab Tak Lakshy Na Prapt Ho Jaye.
9. Pahale wo aap par dhyan nahi denge, phir wo aap par hasenge, phir wo aap se ladenge aur tab aap jit jayenge.
10. Khud aisa badale jaisa aap duniya men dekhana chahate hai.
11. Maun sabse shashakt bhasan hai. Dhere dhere duniya apko sunegi.
Extra suvcihar for you:
Bhagawan mahatma buddh suvcihar for you: Ham jo kuchh bhi wo hamane aaj tak kya socha is baat ka parinam hain. Agar koi vyakti buri soch ke saath bolata ya kaam karata hai to use kasht hi prapt hota hai. Agar koi vyakti shudh vicharon ke saath bolata yaa kaam karata hai to uski parachhayee ki tarah khushi uska saath kabhi nahi chhodati hai.
Mahatma Gandhi Anmol Vichar
A man is the invention of his thoughts what he thinks, he becomes.Vaykti apne vicharon se nirmit ek prani hai wah jo sochata hai wahi ho jata hai.
A small body of decided spirits fired by an unappeasable faith in their task can alter the course of history.
Mahatma Gandhi Anmol Vichar
Mahatma Gandhi Quote in Hindi
Niranatar vikas jiwan ka niyam hai aur jo vyakti khud ko sahi dikhane ke liye hamesha apni roodivadita ko barakarar rakhane ki koshish karata hai wo khud ko galat isthiti men pahuchata hai.
Yadhap aap alpmat men hon par sach to sach hain.
Jo bhi chahe apni antaratma ki awaj sun sakata hai wah sabke bhitar hai.
Mahatma Gandhi Hindi and English Suvichar
Anamol Kathan apke liye hindi:
- Prenaatmak
kathan- Har chij men khubsoorati
payee jati hai lekin har koyee use nahi dekh pata.
(Confucius
)
- Prenaatmak
kathan- Main jo kuchh sonata hoon aur
bhool jata hoon, main dekhata hoon aur yaad rakhata hoon, main jo kuchh
karata hoon aur samajh jata hoon.
(Confucius
)
- Prenaatmak
kathan- Saphalata pahale se ki gayee tayari par nirbhar hoti hai aur bina
thik prakar ki taiyari ke asafalata nishchit hoti hai.
(Confucius
)
- Prenaatmak
kathan- Mahanata girane men nahi hai balki har baar girakar uth jane men
hoti hai.
(Confucius
)
- Prenaatmak
kathan- Yah baat mayane nahi rakhati ki aap kitana dhimi chaal se chal
rahe hain jab tak ki aap rooke nahi yahi shreshta hain.
(Confucius
)
- Prenaatmak
kathan- Us kaam ka chayan kijiye jise aap pasand karate hain phir aap puri
jindagi ek din bhi kaam nahi karenge.
(Confucius
)
Mahatma Gandhi Suvichar
Prenanatmak Kathan hindi Men:
- Prenaatmak kathan- Hamen bhoot ke bare men pachhatava
nahi karana chahiye aur na hi bhavishy ke bare men chintit rahana chahiye
vivekashil vyakti hamesha vartmaan men jite hain.
(Chanakya)
- Prenaatmak kathan- Jab aap kisi kaam ko shuru kare to
asaphalata se na dare aur us kaam ko mat chhoden jo log imandari se karate
hain aur sabse prasann hote hain.
(Chanakya)
- Prenaatmak kathan- Ek bahut achchhi baat jo sher se
sikhi ja sakati hai wo ye hai ki hamen jo kuchh bhi karana chahiye pure
dil aur imandari se karana chahiye.
(Chanakya)
- Prenaatmak kathan- Sara ski tarah ek budhdhimaan
vyakti ko apne sabhi indriyon par niyantran rakhana chahiye aur apne
uddeshy, samay aur yogyata ke anusaar chij kop rapt karane ka prayas
karana chahiye.
(Chanakya
- Prenaatmak
kathan- Ek shreshth aur gunvaan vyakti kathani men kam, karani men jyada
hota hai.
(Confucius
)
Suvichar- Hindi English Quotes
Prenaatamak suvichar for you:
Prenanatamak kathan (1.)-
Parisharam saubhagy ki janani hoti hai.
(Chankya)
Prenanatamak kathan (2.)- Jis vyakti ke paas dhairy hota hai wah jo
chahata hai paa sakata hai.
(Chankya)
Prenanatamak kathan (3.)- Koi
kaam shuru karane se pahale apne se tin prashan kijiye. Main ye kyon kar raha
hoon aur iske parinaam kya ho sakate hain tatha kya main saphal hounga aur jab
sochane par prashanon ke santosh janak uttar mil jaye tab us kary ko kare.
(Chankya)
Prenanatamak kathan (4.)- Jaise
hi bhay apke paas aaye us par akaram kar de aur use nasht kar de isase vijay
apko milegi.
(Chankya)
Prenanatamak kathan 5.)- Koi
vyakti apne dwara kiye gaye karyon se mahan hota hai. Apne janm se nahi.
(Chankya)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें