Rabindranath Tagore ke Anmol Vichar
Bigotry tries to keep truth safe in its hand with a grip that kills it.By Rabindranath Tagore
कट्टरता सच को उन हाथों में सुरक्षित रखने की कोशिश करती है जो उसे मारना चाहते हैं.By Rabindranath Tagore
By plucking her petals, you do not gather the beauty of the flower.
पंखुडियां तोड़ कर आप फूल की खूबसूरती नहीं इकठ्ठा करते.By Rabindranath Tagore
पंखुडियां तोड़ कर आप फूल की खूबसूरती नहीं इकठ्ठा करते.By Rabindranath Tagore
Ravindra Nath Gaigor ke anmol vichar
Rabindranath Tagore ke Anmol Vichar
सिर्फ तर्क करने वाला दिमाग एक ऐसे चाक़ू की तरह है जिसमे सिर्फ ब्लेड है. यह इसका प्रयोग करने वाले के हाथ से खून निकाल देता है.-रबिन्द्रनाथ टैगोर
Age considers; youth ventures.
आयु सोचती है, जवानी करती है.-रबिन्द्रनाथ टैगोर
Quotes of Rabindranath Tagore
Ravindar naath thakur ke vichar: Kisi bachche ki shksha apne gyan tak simit mar rakhye kyonki wah kisi aur samay men paida hua hain.
Ravindar naath thakur ke anmol vachan: Mitti ke bandhan se mukti ped ke liye aajadi nahi hain.
Hindi Quotes of Ravindar naath thakur: Har bachcha isi sandesh ke saath aata hai ki bhagwaan abhi tak manushyon se hatoutsahit nahi hua hain.
रबिन्द्रनाथ टैगोर के अनमोल विचार : सिर्फ तर्क निकालने वाला दिमाग एक ऐसे चाक़ू के समान है जिसमे सिर्फ धार है। यह तो प्रयोग करने वाले के हाथ में से खून निकाल देता है।
Ravindar Nath Taigor ke Suvichar
Ravindra Naath Taigor Suvichar in Hindi
Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan in Hindi:
1. Tyohar saal ki gati ke padav hain, jaha bhinn bhinn manoranjan hai, Bhinn bhinn aanand hain, bhinn bhinnn khel sthal hai. -Baruaa
2. Dukhiyaron ko hamdardi ke aansoo bhi kam pyare nahi hote.-Premchand
3. Adhik khushi aur adhik unnati ke baad hi adhik dukh aur patan ki bari aati hai. – Jayshankar prasad
4. Adhyapak rashtr ki saskriti ke chatur mali hote hain. We sansakaron ki jadon men khad dete hain aur apne shram se unhe sinch sinch kar maha pran shaktiyan banate hain. – Maharshi Arvind
5. Janjire, Janjire hi hain, Chahe we lohe ki hon ya sone ki, We samaan roop se tumhe gulam banati hain. _ Swami Raam Tirth
2. Dukhiyaron ko hamdardi ke aansoo bhi kam pyare nahi hote.-Premchand
3. Adhik khushi aur adhik unnati ke baad hi adhik dukh aur patan ki bari aati hai. – Jayshankar prasad
4. Adhyapak rashtr ki saskriti ke chatur mali hote hain. We sansakaron ki jadon men khad dete hain aur apne shram se unhe sinch sinch kar maha pran shaktiyan banate hain. – Maharshi Arvind
5. Janjire, Janjire hi hain, Chahe we lohe ki hon ya sone ki, We samaan roop se tumhe gulam banati hain. _ Swami Raam Tirth
Ravindranath Taigor Quotes in Hindi and English
Anol Vachan apke liye jo apke man ko shudhd kar de:
Tulsi ki jagah money plant ne le li,
Chachi ki jagah aunty ne le li.
Pita ji ded ho gaye,
Baee t ab bro ho gaye.
Bechari bahan bhi ab sis ho gayee,
Dadi ki lori to ab tay tay fiss ho gayee.
Tv ke saas bahoo men bhi ab saanp newale ka rishta hai,
Pata nahi ekta kapoor aurta hai ya pharista hai.
Jiti jagati maa bachchon ke liye mammy ho gayee,
Roti ab achchhi kaise lage maa ji jo itani yammi ho gayee.
Gay ka aashiyana ab shaharon ki sadako par bacha hai,
Videshi kutton ne logon ke kandho par baithkar itihas racha hai.
Ravindar Naath Taigor ke Suvichar
2. Murkh hona aasan hain, Jab aap poorn saty bolane ki pratiksha nahi karate.
3. Prithvi dwara swarg me bolane ka athak prayas hain ye ped.
4. Ham mahanta ke sabse karib tab hoten hain jab ham vinmrata men mahan hoten hain.
5. Ham tab swatantra hoten hain jab ham poori kimat chuka deten hain.
6. Ham duniya men tab jite hain jab ham use prem karaten hain.
7. Kala kya hain? Yah insaan ki rachanatmak aatma ki yatharth ke pukar ke prati prikriya hain.
8. Sirf khaden hokar paani dekhane se aap nadi nahin paar kar sakate.
9. Aapki moorti ka toot kar dhool men mil jana is baat ko sabit karta hain ki ishwar ki dhool aapki moorti se maahan hain.
Ravindar Naath Taigor Ke Suvichar
1. Jab main khud par hasata hoon to mere upar se mera bojh kam ho jata hai.
2. Titali mahine nahi kshan ginti hai aur uske paas paryapt samay hota hai.
3. Akele phool ko kai kanto se ishrya karane ki jaroorat nahi hoti.
4. Uchchtam shiksha wo hai jo hamen sirf jaankari hi nahi deti balki hamare jiwan ko samst astitav ke sath sadrav men lati hai.
5. Bartan men rakha paani chamakta hain, Samundara ka pani sapst shabkon se bataya ja sakta hai, Mahan saty maun rahata hai.
Ravindar Naath Taigor Ke Suvichar
1. Yadi Aap sabhi galtiyon ke liye darvaje band kar denge to sach bahar raj jayega.
2. Kala men vyakti khud ko ujagar karta hai, kalakriti ko nahi.
3. Ham ye prathana na karen ki hamare upar khatare n aayen, balki ye karen ki ham unka samana karne men nidar rahe.
4. Jiwav hamen diya gaya hai, Ham ise dekar kamate hain.
5. Prem adhikar ka dava nahi karata, balki savantrata deta hai.
6. Kewal prem hi vastvikata hai, Ye mahaj ek bhavana nahi hai. Yah ek param saty hai, jo srijan ke hriday men vaas karta hai.
7. Sangit do aatmaon ke bich ke anant ko bharata hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें