Main Menu

Osho ke anmol Vachan | ओशो के अनमोल वचन

Osho Quotes in Hindi

ओशो के अनमोल वचन


ओशो के अनमोल वचन

1.         Jen ek matr dharm hai jo ekek aatmgyan sikhta hai, Iska kahana hai ki aatmgyan men samay nahi lagata hai, Ye bas kuchh hi kshano men ho sakata hai. (ओशो -Osho)

2.         Arth manushy dwara banaye gaye hai, Aur chunki aap lagatar arth janane men lage rahate hai. Isliye aap arthhin mahasoos karane lagate hai. (ओशो -Osho)

3.         Jab main kahata hoon ki aap devi devata hain to mera matalab hota hai ki aap men aanant sambhanayen hai, Apki kshamtaye ananat hai. (ओशो -Osho)

4.         Aap wo ban jate hain jo aap sochate hain ki aap hain. (ओशो -Osho)

5.         Jen log budhd ko itana prem karate hain ki wo unka majak bhi uda sakate hain ye athah prem ki wajah se hai, Unmen dar nahi hai. (ओशो -Osho)

6.         Prasananta sadabhav ki chhaya hai, Wo sadabhav ka pichh karati hain, Prasann rahane ka koyee aur tarika nahi hain. (ओशो -Osho)

7.         Jiwan koyee trasadi nahi hai, Ye ek hasy hai jivit rahane ka matalab hai hasy ka bodh hona. (ओशो -Osho)

8.         Adhik se adhik bhole, Kam gyani aur bachchon ki tarah baniye, Jiwan ko bhaje ke roop men lijiye kyonki vastavikata men yahi jiwan hai. (ओशो -Osho)


ओशो के अनमोल वचन

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

Osho Anmol Vachan in Hindi

💦ओशो के अनमोल वचन💦

Osho ke mahan suvichar

Osho Quotes in Hindi


Osho ke mahan anmol vachan hindi men1.         Kewal wo log jo kuchh bhi nahi banane ke liye taiyar hain prem kar sakte hain.  (Osho-ओशो )

2.         Yaha koee bhi apka sapana pura karan ke liye nahi hai, har koyee apne takdir aur apni hakikat banane men laga hai. (Osho-ओशो )

3.         Agar aap sach dekhana chahate hai to naam samati aur naa asamati men ray rakhye. (Osho-ओशो )

4.         Koyee chunav mat kariye jiwan ko aise apnaiye jaise wo apni samatrata men hai. (Osho-ओशो )

5.         Jab pyar aur napharat dono hi na ho to har chij saaph aur spasht ho jati hai. (Osho-ओशो )

6.         Jiwan theharav aur gati ke bich ka santulan hai. (Osho-ओशो )

7.         Murkh doosaron par hansate hain, Budhdimatta khud par. (Osho-ओशो )

8.         Us tarah mat chaliye jis tarah dar apko chalaye, us tarah chaliye jis tarah prem apko chalaye, Us tarah chaliye jis tarah khushi apko chalaye. (Osho-ओशो )

 


Inspirational & Motivational Quotes in english

Inspirational Quotes in English


1. Great dreams of great dreamers are always completed.- (Abdul Kalam)


2. You will have to dream before your dreams can come accurate. .- (Abdul Kalam)


3. Provide me six hours to chop down a tree and I will use up the first four sharpening the axe. (Abraham Lincoln)


4. In the world, common looking people are the best: that is the reason why, the Lord creates so many of them. (Abraham Lincoln)


5. A person, who never made a mistake, never tried anything new. (Albert Einstein)


6. Brilliance is an art won by training. We do not take action rightly because we have virtue or brilliance, but we rather have those because we have taken rightly. We are what we continually do. Brilliance, then, is not an act but a habit. (Aristotle)

JwahaLal Neharu ke Suvichar

JwahaLal Neharu Anmol vachan in Hindi


Hamen thoda vinarm rahana chahiye, Hame ye soche...


Life is like a game of cards....


Jiwan taash ke patton ke khel ki tarah hai, Apke haath men jo hai ....

Mera Suvichar Apke liye:

1.     Kuchh Bhi Bolane Se Pahale Ek Bar Soche Phir Bole Nahi To Aap Doosaron Ke Hassi Ke Patr Ban Sakte Hai. – Indu singh

2.     Doosaron Ki Kamyabi Ko Dekhkar Jale Nahi Balki Uski Kamyabi Se sikh Lekar Apni Kamyabi Ki or Kadam Badaye. - Indu singh

3.     Kismat Ko Badalana Hai to pahale Apne Kam karane Ki Mehant ko badalon aur menhanat utni karo ko kismet apke pichhe chale aap nahi. - Indu singh

4.     Kabhi Kabhi Vyakti apni life men itani badi galti kar baitha hai ki usko sari umr pachchhtawa hota hai aur apni life ko barbad kar baitha hai isliye aap se aisi yadi bhool ho gayee ho to apni galtiyon ko bhool kar kuch itan achchha kary karne ki koshi karo ki pahale ki galti is achchhyee ke samane chhip jaye. - Indu singh


Hindi suvichar for you

Hindi suvichar for you


1. Girana bhi to achchha hota hai, Girane se apni aukat pata chal jata hai. Badate hain haath logo ke jab uthane ko, Gairon men apno ka pata chal jata hai.


2. Sangharsh men admi akela hota hai, Saphalata men duniya uske saath hoti hai..Jab jab jag us par hansa hai.. Tab tab usi ne itihas racha hai.


3. Apnanae ke liye hajar khoobiyan kam hai, chhodane ke liye ek kami hi kaphi hai,


4. Bhagy men nahi apni shakti men vishwas rakho.


5. Achchh aur bura waqt, dono yad rakhane chahiye bure wakt men, Achchhe samay ki yaaden, Sukoon deti hain, Aur achchhe waqt men, Bure samy ki yaade, Apko chaukana rakhati hai.


Shop Online   Bed linen    |    Bed Sheets    |    Bath Towels



Gru Nanak ke anmol Vachane apke liye

Guru Nanak ke Suvichar in Hindi and English


Let No man in the world live in delusion

Duniya men kisi bhi vyakti ko bhram...

 God is one, But he has innumerable forms...

Other suvicar apke liye:

1.     Jindagi se sahi samay par sahi sikh leni chahiye, Anytha wahi sikh jindagi hamen hamare galat samay par sikhati hai.


2.     Khush nasib wo nahi jiska nasib achha hai,  Balki khush nasib wo hai jo apne nasib se khu hai.


3.     kewal apno ke liye jina jindagi nahi hota, Dusaron ke liye bhi kabhi jikar dekho, Phir dikhega jiwan men kitana sakun milata hai.


4.     Jindagi ki yade buri hoti hai, Jindagi men waqt bhi bura aata hai, Magar hamen bura nahi manana chahiye kyonki sahi mahayne men yahi hame jina sikhata hai.


5.     Karm bhumi par phale ke liye sharm sabko karana padata hai, Rab sirf lkire deta hai rang hamko bharana padata hai.

Sai Baba ke anmol Vichar for you

Sai Baba Quotes and Suvichar in Hindi and English


All that you see katen together is myself...


If one sees me and me alone and listens to my leelas...


Main apne logon ke bare men din raat sochataa hoon...

Pavitr Vichar apke liye:


1. Patthar bhale hi akhari chot se tootata hai, Lekin pahali chot bhi vyath nahi jati hai. 

2. Paristhiti badalene se sukh nahi milta

Man sthiti badalane se sukh milata hai. (Chandrmohan ji)

3. Mehanat se nahi, Krodh se manushy kamjor hota hai. (Chandrmohan ji)

4. Koyee bhi manhushy bina kami ke nahi, kamiyon ko door karke hi mahan bana ja sakata hai. (Chandrmohan ji)

5. Galati karana paap nahi hai, Lekin galti ko doharana paap hai. (Chandrmohan ji)

6. Schche mitr n kabhi chhootate hai, Na kabhi bhulaye ja sakate hai,

Lekin ye kam milate hain. (Chandrmohan ji)

7.  Talwar ki kimat myaan se nahi balki daar se hoti hai. Isi prakar manushy ki kimat dhan se nahi bhasha vyawahar se aanki jati hai.

Achchhe Vichar apke liye

Achchhe vichar Hindi men


1. Jindagi ek sadak hai, Bas masti men chalate rahiye, Aate hai utar chadaw Bas giyar badalate rahiye.

2. Mana ki mai amir nahi hoon, Yah baat to sach hai Lekin koee apna bana le to uska har gam kharid sakata hoon.

3. Ped ki shakha par baitha panchhi kabhi bhi daal hilane se isliye nahi darata, khonki panchhi daali par nahi apne pankho par bharosha karta hai.

4. Taakat ko jarootat tabhi hoti hai jab kisi ka kuchh bura karana ho, Warna duniya men sab kuchh pane ke liye to sirf pyar hi kaphi hai.

5. Duniya ka pahal prem ……..Maa,
Sabse kimati vardan ……..Maa,
Dharti par ishwar ki kahani ……..Maa,
Khushiyon ke bag men bagwan ……..Maa,
Prakriti ke saundry ka pahal uphar ……..Maa,
Kantobhati raah men phoolon ka ahasaas ……..Maa,
Khushiyon ke anmol khajane ki raah ……..Maa,
Pyar aur daant ka khata mittha khel ……..Maa,
Gairon ki duniya men apno ka vishwas ……..Maa,
Kudarat ki samproon vyavasthit vywastha ……..Maa.

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi-2

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi


1. Jhoot, bewajah dalil deta hai, Sach khud apna wakil hota hai. 

2. Pratyek kary apne samay se hota hai, Usmen utawali thik nahi, Jaise ped men kitana hi paani daala jay par phal wah apne samay se hi deta hai. 


3. Maa chahiye bahan chahiye Phir beti kyon nahi.

4. Mitrata ek kaanch ke gahane jaisa hai, Toote to banana wale bhi roye aur todane wale bhi. 

5. Janha himmat samapt hoti hai wahi haar ki shuraat hoti hai, Aap dhiraj mat khoeye Apna kadam phir uthaiye. 

6. Koyee vykti kitana hi mahan kyon na ho, Aankhe mundar uske pichhe na chaliye. Yadi ishwar ki aisi mansha hoti to wah har prani ko Aankh, Naakh, Kaan, Mastisk andi kyon deta.


Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi

Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi


1. Pratyek balad yah sandesh lekar aata hai ki ishawar abhi manushyon se nirash nahi hua hai. Ravindranath Thakur

2. Kavita ka bana pahan kar saty aur bhi chamak uthata hai. -Aanam

3. Hatash n hona saphalata ka mool hai aur hayi param such hai. Utsah manushy ke karmon men prerit karta hai aur utsah hi karm  ko saphal banata hai. - Valmiki

4. Anurag, Yauvan, roop ya dhan se utpann nahi hota. Anurag, Anurag se utapnn hota hai. - Premchand

5. Jaise jal dwara agni ko shant kiya jata hai  Waise hi gyan ke dwara man ko shant rakhana chahiye.


Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan apke liye

Mahan Vyaktiyon ke Anmol Vachan in Hindi:


1. Sachche sahity ka nirman ekant chintan aur ekant saadhana men hota hai. – Anant Gopan shewade
2. Kutil logo ke prati saral vyawahar achchhi niti hai. – Shri harsh
3. Anubha, Gyan unmesh aur vayas manushy ke vicharon ko badalate hain. -Hari Audh
4. Jo apne upar vijay prapt karata hai Wahi sabse bada vijayi hain. -Gautam Buddha
5. Adhik anubhav, Adhik sahansilata aur adhik adhyayan yadi vidwata ke tin mahastambh hai. -Aanam
6. Jo Deepak ko apne pichhe rakhate hain we apne marg men apni chhaya dalate hain.- Ravindra
7. Jaha prakash rahata hai waha andhakar kabhi nahi ra sakata. - Maghr
8. Manushy ka jiwan ek mahandi ki bhanti hai jo apne bahav dwara navin dishaon men raah bana leti hai. –Ravindranath Thakur


Mahan Vyaktiyon ke suvichar in Hindi:

 Mahan Vyaktiyon ke suvichar


1. Neki se vimukh ho jana aur badi karma nisandeh bura hai, Magar samane hans kar bolana aur pichchhe chugalkhori karma usse bhi bura hai. – Sant Tiruvalluvar 

2. Kavi aur chitrkar men bhed hai. Kavi apne swar men aur chitrkar apni rekha men jiwan ke tatw aur saundary ka rang bharata hai. – Dr. Ramkumar Verma 

3. Talvar hi sab kuchh hai, Uske bina n manushy apni raksha kar sakata hai aur n nirbal ki. – Guru Govind Singh

4. Manushy krodh ko prem se aur paap ko sadacha se  tatha lobh ko daan se aur jhooth ko saty se jit sakata hai. – Gautam Buddha 

5. Swatantra hamar janm sidhd adhikar ahai. – Lokmany Tilak