Mahan Vyaktiyon ke Vichar in Hindi
1. Jhoot, bewajah dalil deta hai, Sach
khud apna wakil hota hai.
2. Pratyek kary apne samay se hota hai,
Usmen utawali thik nahi, Jaise ped men kitana hi paani daala jay par phal wah
apne samay se hi deta hai.
3. Maa chahiye bahan chahiye Phir beti
kyon nahi.
4. Mitrata ek kaanch ke gahane jaisa
hai, Toote to banana wale bhi roye aur todane wale bhi.
5. Janha himmat samapt hoti hai wahi
haar ki shuraat hoti hai, Aap dhiraj mat khoeye Apna kadam phir uthaiye.
6. Koyee vykti kitana hi mahan kyon na
ho, Aankhe mundar uske pichhe na chaliye. Yadi ishwar ki aisi mansha hoti to
wah har prani ko Aankh, Naakh, Kaan, Mastisk andi kyon deta.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!