यह ब्लॉग खोजें

Osho ke mahan suvichar

Osho Quotes in Hindi


Osho ke mahan anmol vachan hindi men1.         Kewal wo log jo kuchh bhi nahi banane ke liye taiyar hain prem kar sakte hain.  (Osho-ओशो )

2.         Yaha koee bhi apka sapana pura karan ke liye nahi hai, har koyee apne takdir aur apni hakikat banane men laga hai. (Osho-ओशो )

3.         Agar aap sach dekhana chahate hai to naam samati aur naa asamati men ray rakhye. (Osho-ओशो )

4.         Koyee chunav mat kariye jiwan ko aise apnaiye jaise wo apni samatrata men hai. (Osho-ओशो )

5.         Jab pyar aur napharat dono hi na ho to har chij saaph aur spasht ho jati hai. (Osho-ओशो )

6.         Jiwan theharav aur gati ke bich ka santulan hai. (Osho-ओशो )

7.         Murkh doosaron par hansate hain, Budhdimatta khud par. (Osho-ओशो )

8.         Us tarah mat chaliye jis tarah dar apko chalaye, us tarah chaliye jis tarah prem apko chalaye, Us tarah chaliye jis tarah khushi apko chalaye. (Osho-ओशो )

 


कोई टिप्पणी नहीं: