Sai Baba Quotes and Suvichar in Hindi and English
Pavitr Vichar apke liye:
1. Patthar bhale hi akhari chot se tootata
hai, Lekin pahali chot bhi vyath nahi jati hai.
2. Paristhiti badalene se sukh nahi milta
Man sthiti badalane se sukh milata hai.
(Chandrmohan ji)
3. Mehanat se nahi, Krodh se manushy
kamjor hota hai. (Chandrmohan ji)
4. Koyee bhi manhushy bina kami ke nahi,
kamiyon ko door karke hi mahan bana ja sakata hai. (Chandrmohan ji)
5. Galati karana paap
nahi hai, Lekin galti ko doharana paap hai. (Chandrmohan ji)
6. Schche mitr n kabhi chhootate hai, Na
kabhi bhulaye ja sakate hai,
Lekin ye kam milate hain. (Chandrmohan
ji)
7. Talwar ki kimat myaan se nahi balki
daar se hoti hai. Isi prakar manushy ki kimat dhan se nahi bhasha vyawahar se
aanki jati hai.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें