Anna Hazare ke Anmol Vachan
Ham sarakar ke saath kaam karane ko taiyar hain lekin
unki taraph se koyee sanvad nahi hai, Ham baat karane kahan jayen aur ham
kisase baat karen? -(अन्ना हजारे)
Kya ya
loktantr hai? Sabhi ek saath paisa banane aaye hain, Main khud ko shaubhgyshali
samjhunga agar main apne samaaj, Apne deshwashiyon ke liye marata hoon. -(अन्ना हजारे)
Meri maange
badalengi nahi, Aap mera sar kaat sakate hain lekin mujhe sar jhukane ke liye
majboor nahi kar sakate. -(अन्ना हजारे)
Jo apne liye
jite hain wo mar jate hain, Jo samaaj ke liye marate hain wo jinda rahate hai. -(अन्ना हजारे)
Desh ko
wastavik satantrata aajadi ke 64 saal bad bhi nahi mili aur kewal ek badalav
aaya goron ki jaga kaale aa gaye. -(अन्ना हजारे)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!