Main Menu

George Washington ke vichar hindi men

George Washington Quotes in Hindi


Thought of George Washington, anmol vichar, suvichar in hindi1.      Kuchch logo men hi sabase uchchi boli lagane wale se bachane ka gun hota hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

2.      Savidhan wo margdarshak hai jise main kabhi nahi chhodunga. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

3.      Mai sirf ye kag sakata hoon ki koyee aisa jivit vyakti nahi hai jo mujhase adhik imandari se daas pratha ka ant karane ki yojana ko apnanae ki ichchha rakhata hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

4.      Meri pahali ichchha maanav jaati ke pleg, Yudhd ko is dharati se khatm karane ki hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

5.      Kisi din samnukt raajy amerika ka udaharan apnate huye, Sanyukt raajy yurop hoga. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

6.      Anushasan sena ki aatma hai, Yah chhhoti sankhya ko bhanyankar bana deti hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

7.      Maine dekha hai ki jab kabhi bhi kisi kaam ko karane ke liye ek aadami prayapt hai to do vyaktiyon dwara wo badatar tarike se hota hai Aur agar tin ya adhik log laga diye jaye to shayad hi pura ho pata hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)

8.      Nayaay ka prabandh sarakar ka sabase majboot satambh hai. –( George Washington-जार्ज  वाशिंगटन)


कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!