Main Menu

Karl Marx ke vichar hindi men

Karl Marx Quotes in Hindi



1.     
Karl marx ke suvichar hindi men apke liye
Karl Marx ke vichar
Hare kisi ko uski kshmata ke anusar, Har kisi ko uski jaroorat ke anusar. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

2.      Itihas khud ko doharata hai, Phale ek trasadi ki tarah, Dusare ek majak ki tarah. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

3.      Koee bhi jo itihas ki kuch jankari rakhata hai wo ye janata hai ki mahan samajik badalav bina mahilaon ke utthan ke asamabhav hai, Samajik pragati mahilaon ki samajik sthiti jismen buri dikhane wali mahilaye bhi shamil hai ko dekhakar  napi ja sakati hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

4.      Loktantr samajwad ka rasta hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

5.      Punji mrit sharam hai jo pishach ki tarah kewal jivit shramiko ka khoon choos kar jinda rahata hai aur jitana adhik ye jinda rahata hai utna hi adhik shramiko ko choosata hai. -(कार्ल मार्क्स-Karl Marx)

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!