Bhagwat Gita Gyan
ANNABHDVANTI BHOOTANI PARJANYDANSAMBHAV: ।
YAGYABHDAVATI PARJANY YAG: KARMSAMUDHV: ॥
KARM BRAHAMOBHADV VIDHDHI
BRAHAMAKSHARASMUBHADAVAM।
TASMATSAVARGAT BRAHAM NITY YAGYE PRATISHTHITAM ॥
Bhavarth: Samproon Prani Aan Se Utapann Hote Hain
Ann Ki Tupatti Vrishti Se Hoti Hai, vrishti yag se hoti hai aur yag vihit karmo
se utapann hone wala hai. Kar samuday ko too ved se utapan aur ved ko avinashi
paramatma se utapann hua jaan. Isase sidhd hota hai ki sarvayapi param akshar
paramatma sada hi yag men pratishtit hai.
YASTWATMARATIREV SYADATMATRPTSHCH MANAV: ।
AATMANYEV CHA SANTUSHTSTASY KARY N VIDAYATE. ।
Bavarth: Parantu Jo Manushy Aatma Men Hi Raman
Karane Wala Aur Aatma Me Hi Tript Tatha Aatma Men Hi Santust Ho, Uske Liye Koi
Kartvy Nahi Hai.