डॉ. बी. आर. अम्बेडकर के सुविचार
Born - 14 April, 1891
Death - 6 December, 1956
Nationality - Indian
1. Ek mahan Dadami ek pratishthit aadami se is tarah se alag hota hai wah samaj ka naukar banana ko taiyar rahata hai.
2. Log Aur Unke dharm samajik manko dwara , Samajik naitikata ke adhar par pajakhe jane chahiye. Agar Dharm ko logo ke bhale ke liye awashayak man liya jayega la aur kisi manak ka matalab nahi hoga.
3. Buddhi ka vikas manav ke astiatv ka antim lakshy hona chahiye.
4. Har vyakti jo mil ke siddhant ki ek desh doosare desh par shashan nahi kar sakta ko doharata hai use ye bhi swikar karna chahiye ki ek varg doosare varg par shashan nahi kar sakata.
5. Ek saphal kranti ke liye sirf asantosh ka hona prayapt nahi hai. Jisaki awashayakta hai wo hai nyay evam rajnitik aur samajik adhikaro men gahari aastha.
6. Itihash batata hai ki jahan naitikta aur arthshashstr ke bhich sangharsh hota hai waha jit hamesha arthshashatr ki hoti hai. Nihit swarthon ko tab tak swechchha se nahi chhoda iaya hai jab tak ki majboor karane ke liye prayapt bal na lagaya gaya ho.
7. Main aise dharm ko manata hoon jo swatnatrata, samanata aur bhayee-chara sikhaye.
8. Main kisi samudhay ki pragati mahilaon na jo pragati hansil ki hai usase mapata hoon.
9. Hindu dharm main, vivek, karan aur swatatr soch ke vikas ke liye koyee gunjaish nahi hain.
10. Aaj bhartiy do alag alag vichardharaon dwara shashit ho rahe hain. Unke rajnitik adarsh jo sanvidhan ke prastawana men ingit hain wo swantrata, samanta aur bhayee-chare ko sthapit karte hain aur unke dharm men samahit samajik adarsh isase inkar karte hain.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें