शिक्षा से संबंधित सुविचार
Education Anmol Vachan in Hindi
Shiksha ke Anmol Vachan:
1. Shiksha Jiwan Ki Pristhitiyon ke samana karne ki yogyata ke naam hai.
2. Bachchon ko Shikshit karna to jaroori hai hi, Unhe ahve
aap ko shikshit karne ke liye chhod dena hi jaroori hai.
3. Sansar men jitane prakar ki praptiyan hain, Shiksha sab
se badakar hai.
4. Shiksha jiwan ki taiyari ka shikshan kaal hai.
5. Yuvako ki shiksha par hi rajy aadhaarit hai.
6. Vidhya Amulya Aur Anshwar Dhan hai.
7. Yadi Manushy Sikhna Chahe To Ushki Har Bhool Ushe Kuchh
Shiksha De sakti hai.
8. Jiwan ka rahasy bhog men nahi, par anubhav ke dwara
shiksha prapti men hai.
9. Kast aur vipatti manushy ko shiksha dene wale shreth gun
hain.
10. Chanav janta ko rajnitik shiksha dene ka vishvidhayala
hai.
11. Manav swabhav ka gyan hi raajnitik shiksha ka aadi aur
ant hai.
12. Charitrhin shiksha, Manavatavihin vigyan aur
naitikatavihin vyavahar khatanak hote hain.
13. Apna Aadarsh Upasthit karke hi doosaron ko sachchi
shiksha di ja sakti hai.
14. Kamajori ka ilaaj kamjori ka vichar karna nahi, Par
shakti ka vichar karna hai. Manushayon ko Shakti do, Jo pahale Unmen hai.
15. Jiwan Ek paathshala hai, Jismen Anubhavon ke aadhar par
ham shiksha prapt karte hain.
16. Jaise Kore kaagaj par hi patra likhe ja sakte hain,
Likhe hue par nahin, Usi prakar nirmal antkaran par hi yog shiksha aur saadhana
ankit ho sakti hai.
17. Saamajik Aur Dharmik Shiksha vyakti ko naitikata evam
anaitikata ka path padati hai.
18. Manushya ko uttam shiksha uchch savabhav, dharm,
yogabhyas aur vigyan ka saarthak grahan karke jiwan men saphalata prapt karni
chahiye.
19. Pratikool paristhitiyon karke hi doosaron ko sachchi
shiksha di ja sakti hai.
20. Shiksha ka sthan skool ho sakte hain, Par diksha ka
sthan to ghar hi hai.
शिक्षा से संबंधित महान व्यक्तियों के सुविचार
1. Bachachon Ko Palana, Unhen Achchhe Vyavahar Ki Shiksha Dena Bhi Sevakary Hai, Kyonki Yah Unka Jiwan Sukhi Banta Hai. – Swami Ramsukhdas
2. Jo Shksha
Manushy Ko Sankirn Aur Swarthy Bana Deti Hai, Uska Muly Kisi Yug Men Chahe Jo
Raha Ho, Ab Nahi Hai. – Sharatchandra Chattopadhyay
3. Shiksha Aur
Prashikshan Ka Ekmatra Uddeshy Samasya Samadhan Hona Chahiye.
4. Shiksha Ki Jade
Bhale Hi Kadavi Ho, Iske Phal Mithe Hote Hain.
5. Jab Aap Kuchh
Ganva Baithate Hain, To Usase Prapt Shiksha Ko Na Ganvayen.
6. Khali Dimag Ko
Khula Dimag Bana Dena Hi Shiksha Ka Uddeshy Hai.
7. Yadi Ham
Asaphalata Se Shiksha Prapt Karte Hain To Wah Saphalata Hi Hai.
8. Shiksha ka
dhyey hai ek khali dimag ko khule dimaag men badalana.
9. Shiksha Kisi
Ghade Bharane Jaisa Nahi Hai, Yah To Again Prajjavalit Karne Jaisa Hai.
10. Agar Manushy
Kuchh Sikhana Chahe To Uski Har Bhool Use Kuchh Na Kuchh Shiksha Jaroor De
Sakti Hai.
Shop Online : Bed linen | Bed Sheets | Bath Towels
शिक्षा से संबंधित सुविचार
1. Logon Ko Chahiye Ki Is Jagat Men Manushyata Dharan Kar
Uttam Shiksha, Achchha Swabhav, Dharm, Yogyabhyas Aur Vigyan Ka Samyak Grahan
Karke Sukh Ka Prayatn Karen, Yahi Jiwan Ki Saphalata Hai.
2. Jo Kala Aatma Ko Aatmadarshan Karane Ki Shiksha Nahi Deti
Wah Kala Nahi Hai.- mahatma gandhi
3. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakata Hai
Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kahi Nahi Milati.
4. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pada Sakata Hai
Par Usse Jo Shiksha Milati Hai Wah Aur Kanhi Nahi Milati.
5. Kitaben Aisi Shikshak Hain Jo Bina Kasht Diye, Bina
Aalochan Kiye Aur Bina Pariksha Liye Hamen Shiksha Deti Hain.
6. Charitrahin Shiksha, Manavata Vihin Vigyan Aur Naitikta
Vihin Vyapar Khatarnak Hote Hain.
7. Sara Hindustani Gulami Men Ghira Hua Nahi. Jihone
Pashchmi Shiksha Paee Hai Aur Jo Uske Paash Men Phans Gaye Hain, Ve Hi Gulamen
Ghire Hye Hain. - mahatma gandhi
8. Jo Kala Aatma Ko Aatmdarashan Ki Shiksha Nahi Deti, Wah
Kala Nahi. - mahatma gandhi
9. Kasht Aur Vipatti Manushy Ko Shiksha Dene Vale Shresth
Gun Hain, Jo Sahas Ks Sath Unka Saamana Karte Hain, Ve Vijayee Hote Hain.
10. Svadeshi Udyog, Shiksha, Chikitsa, Gyan, Khanpan,
Bhasha, Veshbhusha Evam Svabhiman Ke Bina Vishv Ka Koi Bhi Desh Mahan Nahi Ban
Sakta. – swami ram dev
11. Meri Sari Shiksha Do Shabdo Ki Hain Prem Aur Dhyan.
12. Gyan prapti ke ek hi
maarg jiska naam hain, ekagrata. Shiksha ka saar hai, man ko ekagr karna,
tathyon ka sangrah karna nahi.
Shop Online : Bed linen | Bed Sheets | Bath Towels
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें
Your Comments and Feedbacks motivate us and help us to be better!! Feel free to give us your feedbacks!Thank you!