अनमोल वचन आपके लिए
Quotes on education in Hindi with images
Anmol Vachan For You
1. Shiksha,
Rashtra Ki Sasti Suraksha Hai.
2. Shiksha Ka
Sabse Bada Uddeshya Aatmnirbhar Banana Hai.
3. Naitik Shiksha
Dete Samay Sankshep Men Kaho.
4. Asaphalata Se
Saphalata Ki Shiksha Milti Hai.
5. Mian Vishvash Ka Aadar Karta Hoon Parantu
Shanka Hi Hai Jo Tumhen Shiksha Prapt Karati Hai.
6. Sikhe Gaye Ko
Bhool Jane Par Jo Kuchh Bach Rahata Hai, Wahi Shiksha Hai.
7. Manav Jiwan Ke
Liye Shiksha Waisi Hi Hai, Jaise Kisi Sangamarmar Khand Ke Liye Murtikala.
8. Kabhi Kabhi
Hamen Un Logon Se Shiksha Milti Hai, Jinhen Ham Abhimanvash Agyani Samjhte Hain.
9. Sikhe Gaye Ko
Bhool Jane Par Bhi Jo Kuchh Bach Rahata Hai, Wahi Shiksha Hai.
10. Shiksha Ka
Sabse Bada Uddeshy Kisi Vyakti Ko Aatmnirbhar Banana Hai.
11. Yogy Shishy Ko
Jo Shiksha Di Jati Hai, Wah Avashy Phalati Hai.
12. Sadachar Aur
Nirmal Jiwan Sachchi Shiksha Ka Adhar Hai.
13. Sanshar Men
Jitane Prakar Ki Praptiya Hain, Shiksha Sabse Badakar Hai.
14. Shiksha Kewal
Gyan Daan Nahi Karti, Wah Sanskar Uar Suruchi Ke Ankuron Ka Palan Bhi Karti Hai.
15. Yadi Manushy
Sikhana Chahe To Uski Pratyek Bhool Kuchh Na Kuchh Shiksha De Sakti Hai.
16. Ahankar, Krodh, Pramad, Rog Aur Aalsyy In Paanch
Kaarno Se Vyakti Shiksha Prapt Nahi Kar Sakta.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें