यह ब्लॉग खोजें

Quotes of the day - Aaj ka suvichar - Anmol Vachan

आज का सुविचार और अनमोल वचन 

 Quotes of the day


Aapki Manovriti Hi Aapki Mahanta Ko Nidharit Karti Hai.

Anubhav Ki Paathshala Men Jo Paath Sikhe Jaate Hai, Ve Pustko Aur Vishvidhyalayon Men Nahi Milte.


Super 30 Aaj ka suvichar

Garibo Se Karibo Ka Rishta Bhi Chhupate Hain Log, Aur Amiro Se door Ka Rishta Bhi Badha Chadha Kar Batate Log. - Super30 Suvichar


1. Aapke Paas Jitana Samay Abhi Hai Usse Adhik Samay Kabhi Nahi Hoga.

2. Aapko Log Dekhate Pahale, Aur Sunte Baad Men Hai.

3. Agar Aap Ko Saphar Aasaan Lagen Lage To Ho Sakta Hau Aao Ytaar Neb Rage Gi.

4. Aapki Manovriti Hi Aapki Mahanta Ko Nidharit Karti Hai.

5. Apni Kharab Aadato Par Jit Haasil Karane Ke Saman Jiwan Men Koi Aur Aananad Nahi Hota.

6. Aap Apne Bhagawan Ke Saamarthy Ko Apni Chintao Ki Soochi Ke Aakar Ko Dekhakar Bata Sakte Hai. Jitani Lambhi Soochi Hogi, Utna Hi Aapke Bhagwan Ka Samarthy Kam Hoga.

7. Apni Soch Ko Kaise Behatar Banaye Jaye, Yah Sikhane Se Utkrisht Kuchh Nahi Hai.

8. Aapki Pratibha Bhagwan Ka Aapko Diya Hua Upahar Hai, Aap Jo Kuchh Iske Saath Karte, Wah Bhagwan Ko Uphar Swaroop Lautate Hain.

9. Apne sakaratmak vicharon ko imandari aur bina thake huye karyon men lagaye aur aapko saphalata ke liye prayas nahi karna padega, apitu aparimit saphalata aapke kadamon men hogin.

10. Apni Vani Ko Jitan Ho Sake Nirmal Aur Pavitra Rakhen, Kyonki Sambhav Hai Ki Kal Aapko Unhen Vapas Lena Pad Sakta Hai.

11. Aapke Jiwan Ka Niyantran Kendra Aapka Apna Ravaiyya Hai.

12. Aapki Kadi Mehanat Bekar Nahi Jaati.

13. Aapko Kvyasano Ki Kimat Do Baar Chukani Pad Sakti Hai- Ek Baar Jab Aap Unke Prabhav Men Aate Hai, Tatha Dusari Jab Wah Apko Prabhavit Karti Hai.

14. Aap Khet Men Buvaee Keval Sochane Bhar Se Nahi Kar Sakten.

15. Anubhav Ki Paathshala Men Jo Paath Sikhe Jaate Hai, Ve Pustko Aur Vishvidhyalayon Men Nahi Milte.

16. Anubhav Prapti Ke Liye Kaphi Muly Chukana Pad Sakta Hai Par Usse Jo Shiksha Prapt Hoti Hai Wah Aur Kahin Nahi Mil Sakta. – Vinay Singh

17. Adhikatar Log Naye Saal Ki Pratiksha Kewal Isliye Karte Hain Ki Purani Aadate Naye Sire Se Phir Shuru Ki Jaa Sake.

18. Adhik Anubhav, Adhik Sahanshilta Aur Adhik Adhyayan Yah Vidvtta Ke Tin Mahastambh Hain.

19. Aatmhatya, Ek Asthyee Samsya Ka Sthayee Samadhan Hai.

20. Aantarik Saundrya Ka Aahavaan Karna Kathin Kaam Hai, Saundrya Ki Apni Bhasha Hothi Hai, Aisi Bhasha Jismen N Shabd Hote Hain Na Aawaj.

21. Jiwan Nirvay Ke Liye Kamane Men Itane Vyast Na Ho Jaye Ki Jiwan Jina Bhul Jaye.

22. Jab Tak Apni Haar Ko Dabbane Se Swikar Nahi Kar Lete, Aap Haarane Ke Liye Nahi Bane Hain.

23. Jiwan Men Buri Aadat Par Vijay Prapt Karane Ki Tulana Men Koi Isase Bada Aananad Nahi Ho Sakta Hai.

24. Jis Prakar Thodi Si Vayu Se Aag Bhadag Uthati Hai, Usi Prakar Thodi Si Mehahant Se Kismat Chamak Uthati Hai.

Dashahara Aur Durga Pooja 2015

Wish you Very Happy Dashahara Aur Durga Pooja 

दशहरा और दुर्गा पूजा 


सन्देश - दशहरा और दुर्गा पूजा शक्ति की उपासना का त्यौहार है, नवरात्रि में दुर्गा मां की उपासना करने से शक्ति की प्राप्ती होती है तथा सभी कष्ट दूर होते हैं। यह त्यौहार हमें यह सिखाता है कि असत्य चाहे कितना भी बड़ा क्यो न हो सत्य के आगे बोना ही होता और अंत में सत्य कि ही विजय होती है।

Is Din Bhagwan raam ne rawan ka vadh kiya tha aur asatya par saty ki vijayee dilayee thi
दशहरा और दुर्गा पूजा हिन्दुओं का एक मुख्य त्योहार है यह अश्विन मास के शुक्ल पक्ष को मनाया जाता है। ऐसा कहा जाता है कि इस दिन भगवान राम ने रावन का वध करके  उसके कुकर्मों का अंत किया था। पौराणिक कथाऔ के अनुसार यह भी कहा जाता है कि भगवान राम ने युद्ध के समय नौ दिनों तक देवी मां दुर्गा की पूजा किये थे तथा दसवें दिन अर्थात दशमी के दिन रावण का वध किये। इस कारण से इसका नाम विजयदशमी पड़ा। इस त्योंहार को असत्य पर सत्य की विजय के रूप में भी मनाया जाता है। इन दिनों कई जगहों पर रामलीला का भी आयोजन किया जाता है जिसमें राम जी के सभी लीलाओं का वर्णन किया जाता है तथा कलाकार बहुत ही अच्छे ढंग से इसे प्रस्तुत भी करते हैं। यह त्योहार हर्ष तथा उल्लास से भरा होता है और यह हमें भी प्रेरणा देता है कि हमें कभी भी अंहकार नहीं करना चाहिए। आप ने रामलीला में अक्सर देखा होगा की रावन को अंहकार था जिसके कारण उसकी मृतु हुई।
Is din maa durga ki pooja karne se shakti praapt hoti hai aur sabhi kast door hote hai. Prem se bolo jai mata di.

इन दिनों हमें अपने बच्चों को यह बताना चाहिए और कभी भी अंहकार न करों था तथा हमेशा सत्य का साथ दो। हमें समय समय पर अपने बच्चों को पौराणिक कथाओं का ज्ञान देना चाहिए ताकि वे अपने जीवन में हमारे पुर्वजों के द्वारा किये गये उपकारों से सीख लेकर अपने जीवन में सफलता हासिल करें।

इसी के साथ विजयादशमी और दुर्गा पूजा की हार्दिक शुभकामनायें! भगवान राम और मां जगदम्बा आप सभी पर कृपा बनाये रखें।

दशहरा और दुर्गा पूजा सुविचार और अनमोल वचन

असत्य पर सत्य की जीत बताती है दशहरा!
बुराई पर विजय प्राप्त करना सीखाती है दशहरा!
अपने कर्मों को कैसे निर्धारित करें यह ज्ञान देती है दशहरा!
Happy Dashahara 2015

दशहरा के शुभ अवसर,
आपके परिवार और आपके जीवन में सुख,
समृद्धि और शांति आये यही कामना है मां जगदम्बे से!
दशहरा और दुर्गा पूजा की हार्दिक शुभकामनाएं!

Ho Aapke Life Men Khushiyon Ke Mela,
Kabhi Na Aaye Koi Jhamela,
Sada Sukhi Rahe Aapka Basera,
Happy Dashahara.

Is Durga Pooja Aapki Jindagi Khushiyon Se Bhari Ho,
Duniya Ujjalon Se Roshan Ho,
Ghar Par Maa Durga Ka Aagaman Ho...
Happy Durga Pooja

Buraee Ka Hota Hai Vinash,
Dashahara Lata hai Ummid Ki aas,
Ravana Ki Tarah Aapke Dukho ka Ho Naash,
Happy Dashahara.

Hindi Men Mahan Vyaktiyon Ke Vicahr

Mahan Vyaktiyon Ke Suvichar Aur Anmol Vachan


Karm Bhoomi Par Phal Ke liye Shram Sabko Karna padata hai.
1.   Rango Men Wah Jadoo Hai Jo Rangane Wale, Bhigane Wale Aur Dekhane Wale Tino Ke Man Ko Vibhor Kar Deta hai. - Mukta

2.   Rang Isliye Hain Ki Jiwan Ki Ekarsata Door Ho Sake Aur Isliye Bhi Ki Ham Saadagi Ka Muly Pahachan Sake. - Mukta

3.   Rango Ka Swabhav Hai Bikharana Aur Manushy Ka Swabhav Hai Unhe Sametkar Apne Jiwan Ko Rangin Banana. - Mukta

4.   Manusy Jitana Gyan Men Ghul Gaya Ho Utana Hi Karm Ke Rang Men Rang Jata Hai. - Vinoba

5.   Bachche Koro Kapade Ki Tarah Hote Hain, Jaisa Chaho Waisa Rang Lo, Unhe Nishchit Rang Men Kewal Dubo Dena Paryapt Hai. - Satysaee Baba

6.   Jis Tarah Saadagi Ko Nikhar Dete Hain Usi Tarah Saadagi Bhi Rango Ko Nikhar Deto Hai. Sahayog Saphalata Ka Sarvashreth Upay Hai. - Mukta

7.   Kavi Aur Chitrakar Men Bhed Hain. Kavi Apne Swar Men Aur Chitrakar Apnai Rekha Men Jiwan Ke Tatv Aur Saundara Ka Rang Bharata Hai. – Dr. Raamkumar Varma

8.   Karm Bhoomi Par Phal Ke Liye Shram Sabko Karna Padata Hai. Rab Sirf Lakiren Deta Hai Aur Rang Hamko Bharana Padata Hai.

9.   Pramatma Ki Srishti Ka Har Vyakti Saman Hai. Chahe Uska Rang Varn, Kul Aur Gotr Kuch Bhi Kyon Na Ho.

10. Rango Ki Umang Khushi Tabhi Deti Hai Jab Usmen Ujjawal Vicharon Ki Abrak Chachama Rahi Ho. - Mukta

11. Rang Men Wah Jadoo Hai Jo Rangne Wale, Bhigane Wale Aur Dekhane Wale Tino Ke Man Ko Vibhor Kar Deta Hai.

12. Hamari Abhilasha Jiwan Roopi Bhaap Ko Indradhanush Ke Rang Deti Hai. - Taigor
Jis Tarah Rang Saadagi Ko Nikhar Dete Hain Usi Tarah Saadagi Bhi Rango Ko Nikhar Deti Hai.