यह ब्लॉग खोजें

देश भक्ति सुविचार हिंदी | Desh Bhakti Suvichar & Quotes

देशभक्ति विचार

Patriotism Quotes in Hindi


Desh bhakti quotes in english

desh bhakti in english

Bombs and Pistols do not make a revolution.

2. Wahi Putra Hai Jo Pitra Bhakt (पितृ-भक्त) Hai, Wahi Pita Hain Jo Thik Se Palan Karta Hain

1. Aise Desh (देश) Ko Chhod Dena Chahiye Janha Na Aadar Hai, Na Jivika, Na Mitr, Na Parivar Aur Na Hi Gyan Ki Aasha. - Vinoba

2. Wahi Putra Hai Jo Pitra Bhakt (पितृ-भक्त) Hai, Wahi Pita Hain Jo Thik Se Palan Karta Hain, Wahi Mitra Hai Jish Par Vishwash Kiya Ja Sake Aur Wahi Desh Hai Janha Jivika Ho. - Chankya

3. Rachanatmak Karyon (रचनात्मककार्यों) Se Desh Samarth Banega. – Shree Ram Sharma, Aacharya

4. Angraji (English) Madhyam Bhartiya Shiksha (भारतीयशिक्षा) Men Sabse Bada Vighan Hai. Sabhy Sansar (सभ्यसंसार) Kisi Bhi Jan Samuday Ki Shksha Ka Madhyam Videshi Bhasha Nahi Hai. – Madanmohan Maalviya

5. Koi Bhi Desh Apni Achchhaiyon (अच्छाईयों) Ko Kho Dene Par Patit Hota Hai. – Guru Nanak

6. Sachchai (सच्चाई) Se Jiska Man Bhara Hai, Wah Vidwan Na Hone Par Bhi Bahut Desh Seva Kar Sakta Hai. – Pandit Motilal Neharu

7. Desh Prem (देश-प्रेम) Ke Do Shabdon Ke Samajsya (सामंजस्य) Men Vashikarn Mantra Hai, Jadoo Ka Sammiksharan Hai. Yah Wah Kasauti Hai Jis Par Desh Bhakto Ki Parakh Hoti Hai. - Balbhdra Prasad gupta rasik

8. Jab Tak Bharat (भारत) Ka Raajkaj Apni Bhasha Men Nahi Chalega Tab Tak Ham Yah Nahi Kah Sakte Ki Desh Men Swaraaj Hai. – Moraraji deshai

9. Desh Kabhi Chor Uchkako Ki Kartooto Se Barbad Nahi Hota Balki Sharif Logo Ki Kayarat Aur Nikmmepan Se Hota Hai. 

10. Vishwa (विश्व) Men Agrani Bhoomika Nibhane Ki Aakanksha Rakhane Wala Koi Bhi Desh Shudh Ya Dirghkalin Anusandhan (दीर्घकालीनअनुसंधान)Ki Apeksha Nahi Kar Sakta. – Homi Bhabha

11. Apane Desh Ka Yah Durbhagya Hai Ki Aajadi Ke Baad Desh Aur Samaaj Ke Liye Nishwarth Bhav Se Khapane Wale Srijetaon Ki Kami Rahi Hai.

12. Kisi Samaaj, Desh Ya Vyakti Ka Gaurav Anyay Ke Viroodh Ladane Men Hi Parakha Ja Sakta Hai.

13. Sachche Neta (सच्चेनेता) Aadhyatmik Sidhdhiyon (आध्यात्मिकसिद्धियों) Dwara Aatma Vishwas Phailate Hain. Wahi Phailakar Apna Prabhav Muhalla, Gram, Shahar, Prant Aur Desh Bhar Men Yapt Ho Jata Hai.

14. Main SaubhagyaShali (सौभाग्यशाली) Hoon Ki Maine Is Pavitra Bhoomi Va Desh Men Janm Liya Hai.

15. Main Matra Ek Vyakti Nahi, Apitu Smaproon Rashtra Va Desh Ki Sabhyata Va Sanskriti (संस्कृति) Ki Abhivyakti (अभिव्यक्ति) Hoon.

16. Vaicharik Daridrata (वैचारिकदरिद्रता) Hai Desh Ke Dukh, Abhav Pida Va Avanati (अवनति) Ka Karan Hain. Vaicharik Dridhata Hi Desh Ki Such-Samridhdhi Va Vikas Ka Mool Mantra (मूलमंत्र) Hai.

17. Vah Jivika (जीविका) Shreth Hai Jisamen One Dharm Ki Nahi Aur Wahi Desh Uttam Hai Jisase Kutumb Ka Palan Ho. – Shukraniti

18. Yahi Desh Bhakti (देश-भक्ति) Ka Matalab Vyapak Maaanav Matra Ka Hit Chintan Nahi Hai To Uska Koi Arth Hi Nahi Hai. - Mahatma Gandhi


Jab Tak Bharat (भारत) Ka Raajkaj Apni Bhasha Men Nahi Chalega

Kisi Samaaj, Desh Ya Vyakti Ka Gaurav Anyay Ke Viroodh Ladane

कोई टिप्पणी नहीं: