Hindi Suvichar
सफलता के बाद Narm बने रहना बड़ा Kathin काम होता हैं।
Shabdo Ke Daant Nahi Hote,
Lekin Shabd Jab Katate Hai,
To Dard Bahut Hota Hai Aur Kabhi Kabhi,
Ghav Itane Gahare Ho Jate Hai Ki,
Jivan Samapt Ho Jata hai, Parantu Ghav Nahi Bharate....
Monthly Salary to Poornmasee ka Chand Hai, Jo Ek Din Dikhayee Deta Hai Aur Ghatate Ghatate Loopt Ho Jata Hai.
Santan Chanhe Kitani Bhi Badi Ho Jaye, Maa Ka Aanchal Kabhi Chhota Nahi Hota.
Baadam Khane Se Utani Akal Nahi Aati. Jitani Dhokha Khane Se Aati Hai.
Jivan Men Jyada Jishte Hona Jaroori Nahi Hai, Par Jo Rishte Hai Unmen Jivan Hona Jaroori Hai
Dunia Men Sabse Jyada Sapane Tode Hain Is Baat Ne, Ki Log Kya Kahenge.
Dosti To Bachche Hi Karr Sakte hai, Bade To Saudebaji Aur Samajhote Kar Sakte Hai.
Janha Doosaro Ko Samjhna Mushkil Ho Jaye, Vahan Khud Ko Samjha Lena Behatar Hota Hai.
Jis Din Maroge Apne Saath Ek Ped Bhi Lekar Jaloge Prakriti Ka Jo Karj Hai Wo To Chuka Do Yaron....
Jite Ji Do Ped To Laga Do Yaron.
Ek Udate Hue Gubbare Pe Kya Khoob Likha Tha "Wo Jo Bahar Hai Wah Nahi, Wah Jo Bhitar Hai Wahi Aapko Oopar Le Jata Hai.
Jo Aasmaan Ko Chhone Ka Hosala Rakhte Hain,
Wo Jamni Pe Padane Wale Kadamo Ke Nishan Nahi Gina Karate.
Agar Koi Aapko Nicha Dikhana Chahata Hai To Iska Matlab Hain Aap Usase Ooper Hain.
Itani Siment Hai Aajkal Shaharo Ki Havao Men, Kab Dil Patthar Ka Ho Jata Hai Pata Hi Nahi Chalta.
- Sabhi ke sath sapast rahiye. – (Jack Welch)
- Isse pahale ki badalana pade padal jaiye. – (Jack Welch)
- Apana bhagy swayam niyantrit kariye nahi to koyee aur karane lagega. – (Jack Welch)
- Prabandan mat kijiye. Badalav ka netritv kijiye, Isase pahale ki apko karana pade. – (Jack Welch)
- Sachchayee ka samana aise kijiye jaise ki wo hai, na ki jaisi thi yaa aap use jaisa hona chahate hain. – (Jack Welch)
- Mujhe ek atyadhik saphal uddyon bagaiye jahan yuniyan chalati ho. – (Jack Welch)
- Logo ko aatmvishwas dena hi ab tak ka sabase jaroori kaam hain jo main kar sakata hoon kyonki tab wo kaam karenge. – (Jack Welch)
- Main akeli hoon, likin phir bhi main hoon, Main sab kuchh nahi kar sakati, Lekin main kuchh to kar sakati hoon, Aur sirf isliye ki main sab kuchh nahi kar sakati, Mai wo karane se pichhe nahi hatungi jo main kar sakati hai. – (Helen Keller )
- Main mahan aur achchhe kaam karana chahati hoon, Lekin yah mera param kartavy hai ki main chhote kaamon ko bhi aise karoo jaise ki wo mahaan aur nek hon. – (Helen Keller )
- Mai kabhi kabhaar hi apni kamiyon ke bare mai sochati hoon aur wo mujhe kabhi dukhi nahi karate, Shayad ek aadh baar thodi pida hoti hai, Lekin phoolo ke bich men hawa ke jhoke ke samaan asapsht hain. – (Helen Keller )
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें